Tum Aankh Moond Ke Pee Jao Zindagi Qaisar
Ki Ek Ghoont Mein Mumkin Hai Bad-mazaa Na Lage
Jo Doobna Hai Toh Itne Sukoon Se Doobo
Ke Aas-paas Ki Lehron Ko Bhi Pata Na Lage
Zamaana Lage Zamaana Lage
Zamaana Lage Zamaana Lage
Tumhaare Sheher Ka Mausam Bada Suhaana Lage
Main Ek Shaam Chura Loon Agar Bura Na Lage
Tumhaare Bas Mein Agar Ho Toh Bhool Jao Humein
Tumhein Bhulaane Mein Shayad Mujhe Zamaana Lage
Zamaana Lage Zamaana Lage
Tumhein Bhulaane Mein Mujhe Zamaana Lage
Zamaana Lage Zamaana Lage
Tumhein Bhulaane Mein Mujhe Zamaana Lage
Na Jaane Kya Hai Kisi Ki Udaas Aankhon Mein
Na Jaane Kya Hai Kisi Ki Udaas Aankhon Mein
Woh Munh Chhupa Ke Bhi Jaaye Toh Bewafa Na Lage
Woh Munh Chhupa Ke Bhi Jaaye Toh Bewafa Na Lage
Tu Iss Tarah Se Mere Saath Bewafai Kar
Tu Iss Tarah Se Mere Saath Bewafai Kar
Ke Tere Baad Mujhe Koi Bewafa Na Lage
Zamaana Lage Zamaana Lage
Tumhein Bhulaane Mein Mujhe Zamaana Lage
Zamaana Lage Zamaana Lage
Tumhein Bhulaane Mein Mujhe Zamaana Lage
Mausam Song Lyrics from the movie/album Metro... In Dino released in the year 2025 starring Aditya Roy Kapur, Sara Ali Khan. The song Mausam was sung by Arijit Singh. This movie/album was directed by Anurag Basu. The music was given by Pritam. The lyrics were Penned by Qaiser Ul Jafri, Sandeep Shrivastava. The music rights for song purely belongs to T-Series
Share your thoughts