Main Tuti Hui Ek Naiya Hu Song Lyrics from the movie/album Aadmi (1968). The song Main Tuti Hui Ek Naiya Hu was sung by Mohammad Rafi. The music was given by Naushad. The lyrics were Penned by Shakeel Badayuni

Main Tuti Hui Ek Naiya Hu Lyrics

Main Tuti Hui Ek Naiya Hu, Mujhe Chaahe Jidhar Le Jaao – (2)
Jee Chaahe Dubo Do Maujo Mein, Ya Saahil Par Le Jaao
Main Tuti Hui Ek Naiya Hu, Mujhe Chaahe Jidhar Le Jaao

Ek Tum Hi Sahara Ho Mera, Jivan Ki Andheri Raato Mein
Duniya Ki Khushi Taqdir Ka Ghum, Sab Kuchh Tumhare Haatho Mein
Abb Chaahe Idhar Le Jaao Mujhe, Ya Chaahe Udhar Le Jaao
Main Tuti Hui Ek Naiya Hu, Mujhe Chaahe Jidhar Le Jaao

Maayus Najar Majbur Kadam, Ujadaa Hua Aalam Hai Dil Ka
Jina Bhi Yeh Koi Jina Hai, Muh Dekh Saku Na Manzil Ka
Bite Hue Din Mil Jaaye Jahaan, Mujhe Aisi Dagar Le Jaao
Ho Mujhe Aisi Dagar Le Jaao
Main Tuti Hui Ek Naiya Hu, Mujhe Chaahe Jidhar Le Jaao

Aansu Na Bahaao Mere Liye, Ghum Mujhko Akele Sehne Do
Tute Na Tumhara Najuk Dil, Yeh Dard Mujh Hi Tak Rehne Do
Abb Chhod Do Mujhko Raaho Mein, Ya Dur Nagar Le Jaao
Ya Dur Nagar Le Jaao
Main Tuti Hui Ek Naiya Hu, Mujhe Chaahe Jidhar Le Jaao

Share your thoughts

Naushad, Aadmi, Mohammad rafi, Lyrics, Mohammad rafi songs, Mian mohammad bukhsh, Mai tuti hui ek naiya hu, Mai tuti hui ek naiya hun, Mohammad rafi hit songs, Kalam mian mohammad baksh, Main tooti hui ek naiya hoon, Lata mangeshkar and mohammed rafi, Kalaam mian mohammad bakhsh, Mohammad, Mian muhammad buksh, Mohammed rafi, Me tuti hui ik naiya hu, Mohammed rafi ke gane, Best of naushad, Main tooti hui ek naiya hun (feat. clarice paul & thompson samuel)