Lo Pakdo Pakdo Sajanwa Song Lyrics from the movie/album Raj Rani released in the year 2018 starring Rehman, Meena. The song Lo Pakdo Pakdo Sajanwa was sung by Shamshad Begum, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Satish Nigam. The music was given by Hansraj Behl. The lyrics were Penned by D N Madhok

Lo Pakdo Pakdo Sajanwa Lyrics

Lo Pakdo Pakdo Sajnwa Jawani Bhagi Jaye
Lo Pakdo Pakdo Sajnwa Jawani Bhagi Jaye
Ek Bar Ye Chanchliya Ye Manchliya
Ek Bar Ye Chanchliya Ye Manchliya Jai To Laut Ke Na Aaye
Jai To Laut Ke Na Aaye Lo Pakdo Pakdo
Lo Pakdo Pakdo Sajnwa Jawani Bhagi Jaye

Ra Ra Ra Ra Rrara
Matlab Samjhana Iska Re Re Re Rere
Haye Na Lo Kisi Ki Ra Ra Ra Ra Rrara
Matlab Samjhana Iska Re Re Re Rere
Haye Na Lo Kisi Ki
Teri Kaym Rahe Jawani Na Jana Aag Laga Ke
Mere Aarman Jaga Ke
Teri Kaym Rahe Jawani Na Jana Aag Laga Ke
Mere Aarman Jaga Ke
Mudat Ki Lagi Thi Aag Bhadkti Jaye Na Bad Main Aaye
Lo Pakdo Pakdo Sajnwa Jawani Bhagi Jaye

Ra Ra Ra Ra Rrara
Main Kya Janu Kha Kya Re Re Re Rere
Halt Buri Hai Dil Ki Ra Ra Ra Rrara
Main Kya Janu Kha Kya Re Re Re Rere
Halt Buri Hai Dil Ki
Teri Kaym Rhe Jawani Na Hamko Yun Tarsao Thahr Bhi Jao
Teri Kaym Rhe Jawani Na Hamko Yun Tarsao Thahr Bhi Jao
Ye Chalti Firti Chhaya Tu Bharmaya Hath Na Aaye
Ek Bar Ye Chanchliya Ye Manchliya
Ek Bar Ye Chanchliya Ye Manchliya Jai To Laut Ke Na Aaye
Jai To Laut Ke Na Aaye Lo Pakdo Pakdo
Lo Pakdo Pakdo Sajnwa Jawani Bhagi Jaye


Share your thoughts

Shamshad begum raj rani lo pakdo pakdo sajanwa, Shamshad begum, Mohammed rafi, Mohd.rafi raj mukut apni nagariya chhod ke raja, Mera nanha nazuk dil balma, Dharti hamari pe tu nit nit, Raj rani, Mohd.rafi, Meri duniya loot rahi thi, Surinder kaur, Mr. and mrs. 55