Kya Hawa Kya Baadal Song Lyrics from the movie/album Allah Ke Banday released in the year 2018 starring Sharman Joshi, Faruk Kabir. The song Kya Hawa Kya Baadal was sung by Kailash Kher. This movie/album was directed by Faruk Kabir. The music was given by Kailash Kher, Naresh Paresh. The lyrics were Penned by Kailash Kher

Kya Hawa Kya Baadal Lyrics

Kya Hawa Kya Badal Kya Dharti Kya Ambar
Kya Hawa Kya Badal Kya Dharti Kya Ambar
Kya Parbat Kya Sagar Kya Basti Kya Jungle
Kya Parbat Kya Sagar Kya Basti Kya Jungle
Tu Hi To Hai Sab Me Hai Teri Chaya
Kya Hawa Kya Badal Kya Dharti Kya Ambar
Kya Hawa Kya Badal Kya Dharti Kya Ambar
Kya Parbat Kya Sagar Kya Basti Kya Jungle
Kya Parbat Kya Sagar Kya Basti Kya Jungle
Tu Hi To Hai Sab Me Hai Teri Chaya
Kya Hawa Kya Badal Kya Dharti Kya Ambar
Kya Hawa Kya Badal Kya Dharti Kya Ambar

Kahi Bhole Bhole Mukhre Kahi Khushiya To Kahi Dukhre
Tu Hai Rango Ka Jharoka Ya Hai Nazro Ka Dhoka
Tu Hai Rango Ka Jharoka Ya Hai Nazro Ka Dhoka
Jab Teri Kirpa Se Hai Duniya Ke Dam Me Dam Dam
Jab Teri Kirpa Se Hai Duniya Ke Dam Me Dam Dam
Phir Kyu Hai Ye Hahakari Phir Kyu Hai Ye Matam
Sab Allah Ke Bande
Sab Allah Ke Bande
Jeevan Sukha Jaye Jaye Badhe Dino Din Gham Gham
Aap Kare Din Raat Kare Phir Bhi Kehlaye Hum
Sab Allah Ke Bande
Sab Allah Ke Bande
Apni Nazar Ghuma Sara Jag Hai Badguma
Apni Nazar Ghuma Sara Jag Hai Badguma
Hum Hai Nadan Hum Kya Jane Teri Maya
Kya Hawa Kya Badal Kya Dharti Kya Ambar
Kya Hawa Kya Badal Kya Dharti Kya Ambar
Kya Parbat Kya Sagar Kya Basti Kya Jungle
Kya Parbat Kya Sagar Kya Basti Kya Jungle
Tu Hi To Hai Sab Me Hai Teri Chaya
Kya Hawa Kya Badal Kya Dharti Kya Ambar
Kya Hawa Kya Badal Kya Dharti Kya Ambar

Kahi Nila Hai Kahi Pila Duniya Ka Rang Sajila
Tere Rang Nirale Tere Dhang Nirale
Tere Rang Nirale Tere Dhang Nirale
Tera Gorakh Dhanda Data Samajh Na Paye Hum
Tere Roop Anokhe Tu Hi Haua Aur Aadam
Sab Allah Ke Bande
Sab Allah Ke Bande
Apni Nazar Ghuma Sara Jag Hai Badguma
Apni Nazar Ghuma Sara Jag Hai Badguma
Hum Hai Nadan Hum Kya Jane Teri Maya
Kya Hawa Kya Badal Kya Dharti Kya Ambar
Kya Hawa Kya Badal Kya Dharti Kya Ambar
Kya Parbat Kya Sagar Kya Basti Kya Jungle
Kya Parbat Kya Sagar Kya Basti Kya Jungle
Tu Hi To Hai Sab Me Hai Teri Chaya
Kya Hawa Kya Badal Kya Dharti Kya Ambar
Kya Hawa Kya Badal Kya Dharti Kya Ambar

Share your thoughts

Kailash kher, Kailash, Kailash kher songs, Allah ke banday, Kailash kher allah ke bande, Kailash kher all song, Kailash kher songs collection, Kailasa, Lyrics, Saiyaan kailash kher 8d audio, Paresh rawal, Saiyaan kailash kher 3d song, Kailash kher (musical artist), Meri maa kailash kher, Allah ke bande lyrics, Kailash kher - bagad bam bam babam bam bam lahiri with lyrics, Allah ke bande, Kailash kher maa song, Kailash kher offical, Mangal mangal ho kailash kher