Kitna Sundar Kitna Pyaara Song Lyrics from the movie/album Jai Mahaalaxmi Ma released in the year 2018 starring Ashish Kumar, Kanan Kaushal. The song Kitna Sundar Kitna Pyaara was sung by Usha Mangeshkar. This movie/album was directed by Vijay Sharma. The music was given by Chitragupt. The lyrics were Penned by Bharat Vyas

Kitna Sundar Kitna Pyaara Lyrics

Kitna Sunder Kitna Pyara
Kitna Sunder Kitna Pyara Mera Sansaar
Ke Is Angana Me Maine Paya Piya Ji Ka Pyar
Kitna Sunder

Mere Devta Ka Ghar Hain
Mere Pyar Ka Mandir Hain Sukh Se Bhara
Mere Devta Ka Ghar Hain
Mere Pyar Ka Mandir Hain Sukh Se Bhara
Mahal Mile Na Mile Banke Rahega Yahi Swarg Mera
Gun Gun Gaau Main Piya Ko Rijhau Main
Gun Gun Gaau Main Piya Ko Rijhau Main
Jhan Jhan Baaje Mere Man Ka Sitar
Kitna Sunder Kitna Sunder Kitna Pyara
Mera Sansaar Kitna Sunder

Subh Din Aaya Aisa
Phul Hazaaron Man Me Khil Hi Gaye
Subh Din Aaya Aisa
Phul Hazaaron Man Me Khil Hi Gaye
Vidhi Ne Likha Tha Jinse Mera Milan
Wo To Mil Hi Gaye
Man Se Mila Hain Man Janamo Ka Ye Bandhan
Man Se Mila Hain Man Janamo Ka Ye Bandhan
Is Bandhan Ka Kabhi Tute Na Taar
Kitna Sunder Kitna Sunder Kitna Pyara
Mera Sansaar Kitna Sunder

Share your thoughts

Kitna sundar kitna, Kitna sundar kitna pyara ye sara sansar hai, Usha mangeshkar songs, Jai mahalaxmi maa songs, Jai he mahalaxmi maa, Kitna pyara roop tumhara, Kitna sundar, Lata mangeshkar, Surat jitni pyari hai song, Hind desh ka pyara jhanda, Shiv bhajan by lata mangeshkar, Solah baras ki bali umar with hindi lyrics, Shiva bhajans by lata mangeshkar, Usha mangeshkar, Maihar dham satna, Solah baras ki bali umar with lyrics, Lata mangeshkar bengali song