Kisi Ki Aankh Ke Aansoo Hai Song Lyrics from the movie/album Aaghosh released in the year 2012 starring Gulshan Ara, M. Ismail. The song Kisi Ki Aankh Ke Aansoo Hai was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Murtaza Gilani. The music was given by Roshanlal Nagrath (Roshan). The lyrics were Penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai). The music rights for song purely belongs to Saregama

Kisi Ki Aankh Ke Aansoo Hai Lyrics

Kisi Ki Aankh Ke Aansoo Hain,
Sitaare Na Kaho
Nazar Ka Dhoka Hai Tum
Inko Nazaare Na Kaho
Kisi Ki Aankh Ke Aansoo Hain,
Sitaare Na Kaho
Nazar Ka Dhoka Hai
Tum Inko Nazaare Na Kaho

Ye Murawwat Hain Jo Milte Hain,
Muhabbat To Nahin
Ye Murawwat Hain Jo Milte Hain,
Muhabbat To Nahin
Wo Kisi Aur Ke Hain,
Unko Hamaare Na Kaho
Nazar Ka Dhoka Hai,
Tum Inko Nazaare Na Kaho
Kisi Ki Aankh Ke Aansoo Hain,
Sitaare Na Kaho
Nazar Ka Dhoka Hai Tum
Inko Nazaare Na Kaho

Lagi Jo Thes Hi Maujon Ki
To Ye Toot Pade
Lagi Jo Thes Hi Maujon Ki
To Ye Toot Pade
Thame Thame Se Ye Toofaan Hai,
Kinaare Na Kaho
Nazar Kaa Dhokaa Hai,
Tum Inko Nazaare Na Kaho
Kisi Ki Aankh Ke Aansoo Hain,
Sitaare Na Kaho
Nazar Ka Dhoka Hai Tum
Inko Nazaare Na Kaho.

Share your thoughts

Agosh, Roshan, Lata, Kishore, Hai, Lal., Music, Chanda, Film, Tu, (1953)