Khamosh Fasana Hai Duniya Se Chup Chup Ke Song Lyrics from the movie/album Heer Ranjha released in the year 2018 starring Mumtaz Shanti, Roop Kamal. The song Khamosh Fasana Hai Duniya Se Chup Chup Ke was sung by Lata Mangeshkar, G. M. Durrani. This movie/album was directed by Wali. The music was given by Azeez Khan. The lyrics were Penned by Wali Sahab

Khamosh Fasana Hai Duniya Se Chup Chup Ke Lyrics

Khamosh Fasana Hai
Khamosh Fasana Hai
Duniya Se Chhup Chhup Ke
Ho Duniya Se Chhup Chhup Ke Baalam Ko Sunana Hai
Baalam Ko Sunana Hai
Chhoti Si Kahani Hai
Chhoti Si Kahani Hai
Jinse Chhupai Thi
Chhupai Thi
Ab Unko Sunani Hai
Jinse Chhupai Thi
Chhupai Thi
Ab Unko Sunani Hai
Ab Unko Sunani Hai

Kya Rog Laga Ke Baithe
Haay Kya Rog Laga Ke Baithe
Ankhiya Milaate Hi
Ho Balma
Hum Jaan Gava Baithe
Ankhiya Milaate Hi
Ho Balma
Hum Jaan Gava Baithe
Hum Jaan Gava Baithe

Ye Rog Nirala Hai
Ye Rog Nirala Hai
Jaano Jigar Deke
Ho Sajni
Is Rog Ko Paala Hai
Jaano Jigar Deke
Ho Sajni
Is Rog Ko Paala Hai
Is Rog Ko Paala Hai

Ab Kis Ki Dua Maangu
Ab Kis Ki Dua Maangu
Mil Gaye Jab Tumhi Hi
Ab Aur Mai Kya Maangu
Mil Gaye Jab Tumhi Hi
Ab Aur Mai Kya Maangu
Dono Ka Bhala Maango
Dono Ka Bhala Maango
Sath Rahe Hum Tum
Rahe Hum Tum
Bas Itni Dua Maango
Sath Rahe Hum Tum
Rahe Hum Tum
Bas Itni Dua Maango
Bas Itni Dua Maango

Share your thoughts

Mangeshkar, Durrani, Puraani shairi, Ranjha, Khamosh, Fasana, Mastana, Mangeshker, Shivani bhandari, Sad shayari, Adnan sami khan, Shankar, Udaas shairi, Shahrukh khan, Shairi, Jaikishan, Khan aamir, Daastan goi, Salman khan, Urdu language, Amish tripathi, Pakistan cricket, Asha, Rajesh, Khanna, Hafeez, Rajkumari, Meherbaani, Urdu classic, Adnan kapadia, Shivani sethia, Ulfut jise kahte hain sulochana kadam kaale baadal (1950) shyam sundar rajinder krishan