Lyrics
Khaamosh Lab Hain,
Jhuki Hain Palkein,
Dilon Mein Ulfat Nayi-Nayi Hai.
Abhi Taqalluf Hai Guftagu Mein,
Abhi Taqalluf Hai Guftagu Mein,
Abhi Mohabbat Nayi-Nayi Hai.
Khaamosh Lab Hain,
Jhuki Hain Palkein,
Dilon Mein Ulfat Nayi-Nayi Hai.
Khaamosh Lab Hain,
Jhuki Hain Palkein,
Dilon Mein Ulfat Nayi-Nayi Hai.
Khaamosh Lab Hain,
Jhuki Hain Palkein,
Dilon Mein Ulfat Nayi-Nayi Hai.
Abhi Taqalluf Hai Guftagu Mein,
Abhi Taqalluf Hai Guftagu Mein,
Abhi Mohabbat Nayi-Nayi Hai.
Khaamosh Lab Hain,
Jhuki Hain Palkein,
Dilon Mein Ulfat Nayi-Nayi Hai.
Abhi Na Aayegi Neend Tumko,
Abhi Na Hamko Sukoon Milega.
Abhi Toh Dhadkega Dil Zyada,
Abhi Ye Chaahat Nayi-Nayi Hai.
Khaamosh Lab Hain,
Jhuki Hain Palkein,
Dilon Mein Ulfat Nayi-Nayi Hai.
Bahaar Ka Aaj Pehla Din Hai,
Chalo Chaman Mein Tahal Ke Aayein.
Faza Mein Khushbu Nayi-Nayi Hai,
Gulo Pe Rangat Rangat Nayi-Nayi Hai.
Khaamosh Lab Hain,
Jhuki Hain Palkein,
Dilon Mein Ulfat Nayi-Nayi Hai.
Jo Khandani Raees Hain Wo.
Jo Khandani Raees Hain Wo,
Miza Rakhte Hain Naram Apna.
Tumhara Lehza Bata Raha Hai,
Tumhara Lehza Bata Raha Hai,
Tumhari Daulat Nayi-Nayi Hai.
Khaamosh Lab Hain,
Jhuki Hain Palkein,
Dilon Mein Ulfat Nayi-Nayi Hai.
Khaamosh Lab Hain,
Jhuki Hain Palkein,
Dilon Mein Ulfat Nayi-Nayi Hai.
Jara Sa Kudrat Ne Kya Nawaja,
Jara Sa Kudrat Ne Kya Nawaja,
Ki Aake Baithe Hain Pehli Saf Mein.
Jara Sa Kudrat Ne Kya Nawaja,
Ki Aake Baithe Hain Pehli Saf Mein.
Abhi Se Udne Lage Hawa Mein,
Abhi Se Udne Lage Hawa Mein,
Abhi Toh Shohrat Nayi-Nayi Hai.
Khaamosh Lab Hain,
Jhuki Hain Palkein,
Dilon Mein Ulfat Nayi-Nayi Hai.
Khaamosh Lab Hain,
Jhuki Hain Palkein,
Dilon Mein Ulfat Nayi-Nayi Hai.
Bamon Ki Barsaat Ho Rahi Hai,
Bamon Ki Barsaat Ho Rahi Hai,
Purane Jambaz So Rahe Hain.
Bamon Ki Barsaat Ho Rahi Hai,
Purane Jambaz So Rahe Hain.
[Sargam]
Bamon Ki Barsaat Ho Rahi Hai,
Purane Jambaz So Rahe Hain.
Gulaam Duniya Ko Kar Raha Wo,
Gulaam Duniya Ko Kar Raha Wo,
Jiski Taqat Nayi-Nayi Hai.
Khaamosh Lab Hain,
Jhuki Hain Palkein,
Dilon Mein Ulfat Nayi-Nayi Hai.
Khaamosh Lab Hain,
Jhuki Hain Palkein,
Dilon Mein Ulfat Nayi-Nayi Hai.
Dilon Mein Ulfat Nayi-Nayi Hai.
Dilon Mein Ulfat Nayi-Nayi Hai.
..
Song & Movie Overview
About The Ghazal: A Modern Classic
"Khaamosh Lab Hain Jhuki Hain Palkein" Is A Contemporary Ghazal That Has Captured The Hearts Of Music Lovers With Its Traditional Charm And Modern Sensibilities. Sung With Immense Soul By Kumar Satyam, This Piece Stands Out For Its Eloquent Poetry And Soothing Melody. The Ghazal's Lyrics, Penned By Shabeena Adeeb, Beautifully Describe The Initial, Hesitant Moments Of A New Romance ('Abhi Mohabbat Nayi Nayi Hai'). The Song Then Transitions To Comment On Human Nature, Contrasting The Humility Of Old Money With The Arrogance Of The Newly Rich, And The Intoxication Of Recent Fame. It Is A Wonderful Example Of How The Ghazal Form Can Be Used To Explore Both Deep Personal Emotions And Broader Social Observations.
The Creative Minds
Singer: Kumar Satyam
Kumar Satyam Is An Indian Singer Known For His Versatile Voice And His Proficiency In Various Genres, Including Ghazals, Classical, And Bollywood Music. He Gained Significant Recognition As A Finalist On The Reality Show "The Voice India." His Rendition Of "Khaamosh Lab Hain" Showcases His Deep Understanding Of The Ghazal Gayaki (singing Style), With A Voice That Carries Both Emotion And Technical Finesse. His Performance Brings Shabeena Adeeb's Words To Life With Remarkable Clarity And Feeling.
Lyricist: Shabeena Adeeb
Shabeena Adeeb Is A Highly Respected Poetess In The World Of Urdu And Hindi Poetry, Famous For Her Performances At Mushairas And Kavi Sammelans. Her Writing Is Known For Its Emotional Depth, Relatable Themes, And Lyrical Quality. In This Ghazal, She Masterfully Uses Simple Words To Convey Complex Feelings And Observations, A Hallmark Of A Great Poet. Her Work Continues To Enrich The Tradition Of Urdu Poetry. You Can Explore More About Her On Platforms Like IMDb.
Composer: Asif Iqbal
The Melodious And Fitting Composition For This Ghazal Is The Work Of Music Director Asif Iqbal. The Music Provides A Perfect, Understated Canvas For The Poetry And Vocals To Shine. The Arrangement Blends Traditional Instruments With A Modern Sound, Making The Ghazal Accessible To A Wide Audience While Retaining Its Classical Soul.
The Music Video
The Official Music Video For "Khaamosh Lab Hain Jhuki Hain Palkein" Was Released On The Sufiscore YouTube Channel, A Platform Renowned For Promoting High-quality South Asian Music. Directed By Praveen K. Sharma, The Video Features Singer Kumar Satyam And Model Sheeba. The Visual Narrative Complements The Song's Theme Of New Love And Introspection, Creating A Complete Artistic Experience.
- Release Date: August 13, 2021
- Label: Sufiscore
- Director: Praveen K. Sharma
- Featuring: Kumar Satyam, Sheeba
Where To Listen
You Can Watch The Official Video On YouTube And Stream The Audio On Major Platforms Like Spotify, Apple Music, JioSaavn, And Gaana.
Share your thoughts