Keh Rahe Hain Yeh Aansoo Song Lyrics from the movie/album Jheel Ke Us Paar released in the year 2016 starring Dharmendra, Mumtaz. The song Keh Rahe Hain Yeh Aansoo was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Bhappi Sonie. The music was given by Rahul Dev Burman. The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Keh Rahe Hain Yeh Aansoo Lyrics

Keh Rahe Hain Yeh
Aansoo Baraste Huye
Keh Rahe Hain Yeh
Aansoo Baraste Huye
Unche Unche Makaano
Mein Baste Huye
Ek Gareeban Ki
Ladki Pe Haste Huye
Aapko Sharm Aati Nahin
Keh Rahe Hain Yeh
Aansoo Baraste Huye
Unche Unche Makaano
Mein Baste Huye
Ek Gareeban Ki
Ladki Pe Haste Huye
Aapko Sharm Aati Nahin

Kya Huaa Main Agar
Khubshoorat Nahin
Main Bhi Insaan Hoon
Mitti Ki Moorat Nahin
Kya Huaa Main Agar
Khubshoorat Nahin
Main Bhi Insaan Hoon
Mitti Ki Moorat Nahin
Aapki Main Bahen
Beti Hoti Agar
Aap Pe Kya Guzarti
Main Roti Agar
Hoo Meri Soorat Pe
Taane Yun Karte Huye
Aapko Sharm Aati Nahin
Keh Rahe Hain Yeh
Aansoo Baraste Huye
Unche Unche Makaano
Mein Baste Huye Ek
Gareeban Ki Ladki Pe Haste Huye
Aapko Sharm Aati Nahin

Kimati Motare Jagmagate Libaaz
Mehngi Cheeze Hai
Sab Aap Logo Ke Paas
Kimati Motare Jagmagate Libaaz
Mehngi Cheeze Hai
Sab Aap Logo Ke Paas
Is Liye Tum Bhala
Phir Khuda Se Daro
Badnaseebo Ki
Parvar Duaan Se Daro
Hoo Meri Majboorio
Pe Yun Haste Huye
Aapko Sharm Aati Nahin
Keh Rahe Hain Yeh
Aansoo Baraste Huye
Unche Unche Makaano
Mein Baste Huye
Ek Gareeban Ki
Ladki Pe Haste Huye
Aapko Sharm Aati Nahin.

Share your thoughts

Lata mangeshkar songs, Lata mangeshkar, Keh rahe hain yeh aansoo lyrics, Mumtaz songs, R d burman songs, Keh rahe hain yeh aansoo, Keh rahe hain yeh aansoo video song, Dharmendra songs, Lata mangeshkar old songs, Jheel ke us paar songs, Mumtaz, Lata mangeshkar hit songs, Best of lata mangeshkar songs, Old lata mangeshkar hits, Dharmendra hit songs, Bahut door mujhe chale jana hai with lyric, Rahul dev burman, Jheel ke us paar movie, Jheel ke us paar movie songs