Kaisi Haseen Aaj Bahaaro Ki Raat Hai Song Lyrics from the movie/album Aadmi (1968). The song Kaisi Haseen Aaj Bahaaro Ki Raat Hai was sung by Mohammad Rafi, Talat Mahmood. The music was given by Naushad. The lyrics were Penned by Shakeel Badayuni

Kaisi Haseen Aaj Bahaaro Ki Raat Hai Lyrics

Kaisi Haseen Aaj Bahaaro Ki Raat Hai
Ek Chaand Aasmaan Pe Hai, Ek Mere Saath Hai
O Dene Waale Tune To Koyi Kamee Na Kee
Abb Kisko Kya Mila, Yeh Muqaddar Ki Baat Hai

Chhaaya Hai Husno Ishq Pe Ek Range Bekhudi – (2)
Aate Hai Jindagi Mein Yeh Aalam Kabhi Kabhi
Har Ghum Ko Bhul Jaao, Khushi Ki Baaraat Hai
Ek Chaand Aasmaan Pe Hai, Ek Mere Saath Hai

Aayi Hai Woh Bahaar Ke Nagame Ubal Pade
Aisi Khushi Mili Hai Ke Aansoo Nikal Pade
Honto Pe Hai Duwaaye, Magar Dil Pe Haath Hai
Abb Kisko Kya Mila, Yeh Muqaddar Ki Baat Hai

Masti Simat Ke Pyaar Ke Gulshan Mein Aa Gayi – (2)
Meri Khushi Bhi Aapke Daaman Mein Aa Gayi
Bhavra Kali Se Dur Nahi, Saath Saath Hai
Abb Kisko Kya Mila, Yeh Muqaddar Ki Baat Hai
Kaisi Haseen Aaj Bahaaro Ki Raat Hai
Ek Chaand Aasmaan Pe Hai, Ek Mere Saath Hai

Share your thoughts

Talat mahmood, Kaisi haseen aaj baharon ki raat hai, Kaisi haseen aaj, Talat mahmood songs, Aadmi (1968), Kaisi haseen aaj baharo ki raat hai, Naushad talat mehmood dispute, Kaisi haseen aaj bahaaron ki raat hai, Kaisi haseen aaj bahaaron ki raat hai - aadmi (1968) - rafi & mahendra kapoor, Kaisi haseen, Kaisi haseen aaj ye baharon ki raat hai karaoke with lyrics, Mohd rafi talat mahmood, Kaisi haseen aaj baharon ki raat by rafi, Kaisi haseen aaaj baharon ki raat hai