Kaise Baje Dil Ke Sitaar Song Lyrics from the movie/album Chandni Raat released in the year 2020 starring Shyam, Naseem Banu. The song Kaise Baje Dil Ke Sitaar was sung by Mohammed Rafi, Shamshad Begum. This movie/album was directed by M. Ehsan. The music was given by Naushad Ali. The lyrics were Penned by Shakeel Badayuni. The music rights for song purely belongs to Saregama

Kaise Baje Dil Ke Sitaar Lyrics

Nigaahen Ruk Gayin Haaye Kahaan Par
Tadap Kar Reh Gaya Naghma Zubaan Par
Dhuan Sa Uth Raha Hai Aasman Par
Giri Bijli Kisi Ke Aashiyaan Par

Kaise Baje Dil Ka Sitaar
Thhes Lagi Toot Gaye Taar
Jeeta Hua Jeewan Ka Pyaar
Haaye Koyi Aaj Gaya Haar

Dil Kahin Aawaz Kahin
Naghma Kahin Saaz Kahin
Dil Kahin Aawaz Kahin
Naghma Kahin Saaz Kahin
Dekh Ye Ghabraayi Nazar A A A A
Dekh Ye Ghabraayi Nazar A A A A
Khol Na De Raaz Kahin
Khol Na De Raaz Kahin O O O
Aaj Kahe Dil Baar Baar
Naiya Meri Kaise Lage Paar

Dil Mein Chhupaaye Huye Gham
Kaise Rahoon Reh Na Sakoon
Tut Pade Mujh Pe Sitam
Aur Main Kuchh Keh Na Sakoon

Dil Mein Chhupaaye Huye Gham
Kaise Rahoon Reh Na Sakoon
Tut Pade Mujh Pe Sitam
Aur Main Kuchh Keh Na Sakoon O O O
Geet Mein Hai Dil Ki Pukaar
Gaaye Ja Tu Saajan Ke Dwaar.

Share your thoughts

Shamshad begum, Mohammed rafi chandni raat kaise baje dil ka sitar, Shamshad begum chandni raat (1949), Kaise baje dil ka sitar, Mohammed rafi shamshad begum classic bollywood scores, Volume 24 kaise baje dil ka sitar (from chandni raat''), Rafi lata mangeshkar shamshad begum, Mohammed rafi chandni raat chheen ke dil kyun, Dekh liya maine - kaise baje dil ka sitaar - chheen ke dil mohammad, Char diwari [1961] kaise baje dil ka sitar, Shamshad begum songs, Singer: mohammed rafi