Kahin Na Kahin Song Lyrics from the movie/album Paagalpan released in the year 2018 starring Karan Nath, Aarti Agarwal. The song Kahin Na Kahin was sung by Kumar Sanu, Alka Yagnik. This movie/album was directed by Joy Augustine. The music was given by Raju Singh. The lyrics were Penned by Sameer

Kahin Na Kahin Lyrics

Kahi Na Kahi Hai Wo Diwani Mujhse Abhi Hai Anjaani
Kahi Na Kahi Hai Wo Diwani Mujhse Abhi Hai Anjaani
Ho Aayegi Kabhi To Saamne Wo Mera Khwab Meri Zindagaani
Kahi Na Kahi Hai Wo Diwana Mujhse Abhi Hai Anjaana
Ho Aayega Kabhi To Saamne Wo Khwabo Me Hai Jiska Aana Jaana
Kahi Na Kahi Hai Wo Diwana Mujhse Abhi Hai Anjaana

Uske Labo Pe Bikhri Hai Laali
Khushbu Hai Uski Sandali
Mehki Bahaare
Behke Nazaare Wo Muskura Ke Jab Chali
Ha Aankho Me Kajal
Zulfo Me Baadal Sab Rang Usme Hai Chhupa
Kahi Na Kahi Hai Wo Diwana Mujhse Abhi Hai Anjaana
Ho Aayega Kabhi To Saamne Wo Khwabo Me Hai Jiska Aana Jaana
Kahi Na Kahi Hai Wo Diwana Mujhse Abhi Hai Anjaana

Kya Chaahti Hu
Kya Sochti Hu Usko Nahi Hai Kuch Khabar
Main Rok Lungi Raaho Me Usko
Bach Ke Wo Jaayega Kidhar
Jaagi Na Soyi
Yaado Me Khoyi Yeh Kya Mujhe Ho Gaya
Kahi Na Kahi Hai Wo Diwani Mujhse Abhi Hai Anjaani
Kahi Na Kahi Hai Wo Diwana Mujhse Abhi Hai Anjaana
Ho Aayegi Kabhi To Saamne Wo Mera Khwab Meri Zindagaani

Share your thoughts

Kumar sanu, Alka yagnik songs, Kahin mujhe pyaar hua toh nahin, Kahin mujhe pyar hua to nahin hai hindi song, Kahin pyar na ho jaye | alka yagnik kumar sanu | full hd song, Alka yagnik, Kumar sanu alka yagnik romantic song, Kumar sanu alka yagnik ke gane, Salman khan | alka yagnik, Kumar sanu alka yagnik, Kumar sanu hit songs, Kahin na kahin kumar sanu song, #alka yagnik #kumar sanu, Kahin, Kumar sanu and alka yagnik romantic songs, Kumar sanu songs