Kabutar Ja Ja Ja Song Lyrics from the movie/album Maine Pyaar Kiya. The song Kabutar Ja Ja Ja was sung by Lata Mangeshkar, S P Balasubrahmanyam. The music was given by Raamlaxman. The lyrics were Penned by Asad Bhopali

Kabutar Ja Ja Ja Lyrics

Ja Ja Ja Ja Ja Ja Ja Ja
Kabutar Ja Ja Ja – 3
Pehle Pyar Ki Pehli Chitthi
O O Pehle Pyar Ki Pehli Chitthi
Sajan Ko De Aa
Kabutar Ja Ja Ja – 4

Unse Kehna Jabse Gaye Tum
Mai To Adhuri Lagti Hu
In Hontho Pe Chup Si Lagi Hai
Na Roti Na Hansti Hu
Bhul Hui Jo Unhe Sataya
O O Bhul Hui Jo Unhe Sataya
Aisa Paap Kiya
Kabutar Ja Ja Ja – 4
Ja Ja

Mann Hi Mann Me Unko Apna
Sab Kuch Maan Chuki Hu Mai
Vo Kya Hai Mai Kaun Hu
Unki Ab Ye Jaan Chuki Hu Mai
Unko Apne Sath Hi Lana
O O Unko Apne Sath Hi Lana
Dil Hi Nahi Lagta
Kabutar Ja Ja Ja – 4
Ja Ja

Oh Oh Ho Ho Ho – 2
Yaha Ka Mausam Bada Hasin Hai
Phir Bhi Pyar Udas Hai
Unse Kehna Door Sahi Mai
Dil To Unhi Ke Paas Hai
Tu Ye Sandesa Unko Sunana
O O Tu Ye Sandesa Unko Sunana
Mai Pichhe Aaya
Kabutar Ja Ja Ja – 4

Jaha Bhi Dekhu Tum Hi Tum Ho
Aur Nazar Na Kuch Aaye
Dil Ye Chahe Is Aalam Me
Kash Zamana Ruk Jaye
Aaj Se Pehle Kabhi Nahi Thi – 2
Itni Hasin Duniya

Share your thoughts

Maine pyar kiya songs, Maine pyar kiya, Lata mangeshkar, Lata mangeshkar songs, Lata mangeshkar hits, Maine pyar kiya antakshari, Lata mangeshkar hit songs, Maine pyaar kiya, Maine pyar kiya full movie, Maine pyar kiya all songs, Kabootar ja ja with lyrics, Kabootar ja ja lyrics, Kabootar ja ja with english lyrics, Lata mangeshkar song, Lata mangeshkar old songs, Kabootar ja ja with hindi lyrics, Aaja shaam hone aayi lyrics, Maine pyar kiya movie