Kabhi Na Kabhi Song Lyrics from the movie/album Bal Bramhachari released in the year 2016 starring Puru Raajkumar, Karishma Kapoor. The song Kabhi Na Kabhi was sung by Alka Yagnik. This movie/album was directed by Prakash Mehra, Bindu Shukla. The music was given by Bappi Lahiri. The lyrics were Penned by Prakash Mehra. The music rights for song purely belongs to EMI Music

Kabhi Na Kabhi Lyrics

Mile Jab Se Sajan Tose Nain Hai
Piya Tab Se Hi Hum Bechain Hai
Mile Jab Se Sajan Tose Nain Hai
Piya Tab Se Hi Hum Bechain Hai
Dil Kho Gaya Tera Ho Gaya
Dil Kho Gaya Tera Ho Gaya Janam
Jane Jigar Mujhse Bachke Kaha Jayega
Kabhi Na Kabhi Jana
Hamara Bhi Jamana Ayega
Mere Dilbar Tu Doda Chala Ayega
Kabhi Na Kabhi Jana,
Kabhi Na Kabhi Jana

Mera Dil Ek Mandir Hai Piya
Diya Prem Ka Maine Jala Liya
Mera Dil Ek Mandir Hai Piya
Diya Prem Ka Maine Jala Liya
Mujhe Pyar Kar Swikar Kar
Mujhe Pyar Kar Swikar Kar Sajna
Banja Tu Mera To Jeevan Savar Jayega
Kabhi Na Kabhi Jana
Hamara Bhi Jamana Ayega
Mere Dilbar Tu Doda Chala Ayega
Kabhi Na Kabhi Jana,
Kabhi Na Kabhi Jana

Mai Hu Dhadkan Tu Meri Zindagi
Tu Hai Ek Samunder Mai Nadi
Mai Hu Dhadkan Tu Meri Zindagi
Tu Hai Ek Samunder Mai Nadi
Lagja Gale Mera Dil Jale
Lagja Gale Mera Dil Jale Chaliya
Jogi Tu Jogan Ko
Kab Tak Yu Tadpayega
Kabhi Na Kabhi Jana
Hamara Bhi Jamana Ayega
Mere Dilbar Tu Doda Chala Ayega
Kabhi Na Kabhi Jana
Kabhi Na Kabhi Jana.

Share your thoughts

Karishma kapoor, Bal bramhachari, Kabhi na kabhi janam songs bal bramhachari karishma kapoor puru rajkumar, Bappi lahiri, Kabhi na kabhi jaana karishma kapoor whatsapp status, Kabhi na kabhi jaana hamara bhi zamana status, Kabhi na kabhi jaana bal bramhachari 1996, Karishma kapoor songs, Karishma kapoor status, Bal brahmachari karishma kapoor, Kabhi kabhi, Kabhi na kabhi, Kabhi na kabhi jaana hamara bhi zamana, Happy new year, Kabhi na kabhi jaana hamara bhi zamana aayega