Kabhi Kuch Khoya Kabhi Kuch Paya Song Lyrics from the movie/album Zindagi Ek Juaa released in the year 2018 starring Anil Kapoor, Madhuri Dixit. The song Kabhi Kuch Khoya Kabhi Kuch Paya was sung by Kumar Sanu. This movie/album was directed by Prakash Mehra. The music was given by Bappi Lahiri. The lyrics were Penned by Prakash

Kabhi Kuch Khoya Kabhi Kuch Paya Lyrics

Aaj Hamne Sabak Wo Pad Dala
Jisko Dunia Kitab Kahti Hai
Or Ek Aisa Kam Kar Dala
Jisko Dunia Hisab Kahti Hai
Kabhi Kuch Khoya Kabhi Kuch Paya
Kabhi Kuch Khoya Kabhi Kuch Paya
Kabhi Kuch Khoya Kabhi Kuch Paya

Jab Paa Liya Khush Ho Gaye
Jab Kho Diya Dil Ro Diya
Isi Khone Pane Ka Nam Jindagi Hai
Bina Khoye Paye Nakam Jindagi Hai
Kabhi Kuch Khoya Kabhi Kuch Paya
Kabhi Kuch Khoya Kabhi Kuch Paya

Jab Paa Liya Khush Ho Gaye
Jab Kho Diya Dil Ro Diya
Isi Khone Pane Ka Nam Jindagi Hai
Bina Khoye Paye Nakam Jindagi Hai
Kabhi Kuch Khoya Kabhi Kuch Paya
Kabhi Kuch Khoya Kabhi Kuch Paya

Jamane Ne Jo Kuch Bhi Hamkodiya
Sarakho Pe Hamne Use Rakh Liya
Kabhi Ye Na Socha Bura Ke Bhala
Sada Khush Rahe Sab Yahi Hai Dua
Wohi Hame Kata Jo Hamne Tha Boya
Jab Paa Liya Khush Ho Gaye
Jab Kho Diya Dil Ro Diya
Isi Khone Pane Ka Nam Jindagi Hai
Bina Khoye Paye Nakam Jindagi Hai
Kabhi Kuch Khoya Kabhi Kuch Paya
Kabhi Kuch Khoya Kabhi Kuch Paya

Mera Hamsafar Bhi Kahi Kho Gaya
Batao Bhala Ham Kare Bhi To Kya
Koi Hamse Ake Jara Sikhle
Hai Mar Mar Ke Jine Me Kaisa Maja
Wohi Hame Kata Jo Hamne Tha Boya
Jab Paa Liya Khush Ho Gaye
Jab Kho Diya Dil Ro Diya
Isi Khone Pane Ka Nam Jindagi Hai
Bina Khoye Paye Nakam Jindagi Hai
Kabhi Kuch Khoya Kabhi Kuch Paya
Kabhi Kuch Khoya Kabhi Kuch Paya

Hame Jindagi Ki Najar Lag Gayi
Nahi Jine Ki Ab Koi Hasrat Rahi
Ham Apne Labo Se Likhenge Kabhi
Wohi Dasta Likh Saka Na Koi
Wohi Hame Kata Jo Hamne Tha Boya
Jab Paa Liya Khush Ho Gaye
Jab Kho Diya Dil Ro Diya
Isi Khone Pane Ka Nam Jindagi Hai
Bina Khoye Paye Nakam Jindagi Hai
Kabhi Kuch Khoya Kabhi Kuch Paya
Kabhi Kuch Khoya Kabhi Kuch Paya

Share your thoughts

Kabhi kuchh khoya | kumar sanu | music- bappi lahiri | film-zindagi ek juaa, Kabhi kuchh khoya, Kabhi kuchh khoya kabhi kuchh paaya, Bappi lahiri, Kabhi kuch khoya, Zindagi ek jua kabhi kuch khoya, Kabhi kuch khoya sung by kumar sanu, Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya, Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya sad song, Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya full song, Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya full hd song, Kumar sanu, Zindagi ek juaa, Kabhi kuch khoya karaoke track, Lyrics