Jiske Pyar Me Aatho Pahar Me Song Lyrics from the movie/album Veer Bhimsen released in the year 2019 starring Dara Singh, Mahipal. The song Jiske Pyar Me Aatho Pahar Me was sung by Mahendra Kapoor, Asha Bhosle. This movie/album was directed by Chandrakant. The music was given by Chitalkar Ramchandra. The lyrics were Penned by Kavi Pradeep

Jiske Pyar Me Aatho Pahar Me Lyrics

Jiske Pyar Me Aatho Pahar
Mai Rahti Hu Aajkal Gum
Kya Wahi To Nahi Ho Tum
Mujhe Kya Malum
Jiske Rup Ko Dekh Ke Ek Din
Mai Hua Tha Chakit Gumsum
Kya Wahi To Nahi Ho Tum
Mujhe Kya Malum

Ek Baat Mai Tumse Puchhu
Kyu Lagte Ho Pahchane Se
Ek Baat Mai Tumse Puchhu
Kyu Lagte Ho Pahchane Se
Kabhi Kabhi Aisa Bhi Hai Hota
Kahi Ankhiya Lad Jane Se
Jisko Dekhte Hi Bikhra Tha
Mere Galo Pe Kumkum
Kya Wahi To Nahi Ho Tum
Mujhe Kya Malum

Mujhe Jab Se Lubhaya Kisi Ne
Rahti Hu Mai Khoi Khoi
Apna Bhi To Haal Yahi Hai
Meri Ankhiyo Me Bhi Hai Koi
Jis Jadugar Ne Jaga Di
Mere Payal Me Chhum Chhum
Kya Wahi To Nahi Ho Tum
Mujhe Kya Malum

Tum Kaun Ho Ab To Bata Do
Achha Na Kisi Ko Satana
Tum Kaun To Ab To Bata Do
Achha Na Kisi Ko Satana
Kabhi Kabhi Bada Pyara Lagta
Apno Ko Bhi Tadpana
Jis Chandarmukhi Ki Chamak Se
Mere Man Ka Khila Tha Kusum
Kya Wahi To Nahi Ho Tum
Mujhe Kya Malum
Jiske Pyar Me Aatho Pahar Mai
Rahti Hu Aajkal Gum
Kya Wahi To Nahi Ho Tum
Mujhe Kya Malum

Share your thoughts

Chitalkar kavi chali shahar ki naar, Asha bhosle, Raj kapoor, Rajendra, Kavita krishnamurthy, Lucche baratiya, Renuka chaya ganguly, Shobha joshi, Full length hindi, Minoo purshottam, Hindi classical songs hd, Kishore, Meena kumari, Rajesh khanna, Talat, Kalka, Shammi, Amitabh, Waheeda, Geeta bali, Superstar, Golden hits, Old hindi movies, Evergreen songs, Indian full films, Best old hindi songs, Hit, Lata, Asha, Ashok, Nutan, Geeta, Salman, Tanuja, Mukesh