Jiska Man Ho Prem Ka Darpan Song Lyrics from the movie/album Raeeszada released in the year 2015 starring Ajit, Helen. The song Jiska Man Ho Prem Ka Darpan was sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Raja Thakur. The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Taj Daar Taj

Jiska Man Ho Prem Ka Darpan Lyrics

Jiska Man Ho Prem Ka Darpan
Kya Kahta Hai Use Zamana
Jiska Man Ho Prem Ka Darpan
Kya Kahta Hai Use Zamana
O Bandar Budhdhu Anjana
O Bandar Budhdhu Anjana Pehchana
Mai Na Janu Darpan Warpan
Bol Tu Apna Pata Thikana
Mai Na Janu Darpan Warpan
Bol Tu Apna Pata Thikana
Beghar Premi Deewana
Mai To Beghar Premi Deewana Pehchana

Mai Kaun Kaha Se Aaya Hu
Bhul Bhi Ja Ye Bat
Nahi Aashiq Ki Hoti Hai Koi Bhi Jat
Nahi Aashiq Ki Hoti Hai Koi Bhi Jat
Arey Ha Mai Bin Soche Bin Jane
Kaise De Du Hath Me Hath
Nahi Nibhti Mohabbat Anadi Ke Sath
Nahi Nibhti Mohabbat Anadi Ke Sath
Jiska Man Ho Prem Ka Darpan
Kya Kahta Hai Use Zamana
Jiska Man Ho Prem Ka Darpan
Kya Kahta Hai Use Zamana
O Bandar Budhdhu Anjana
O Bandar Budhdhu Anjana Pehchana

O Mai Bahki Bahki Aahe Hu Pagle
Hosh Dile Zara Rakho
Meri Ungli Pakad Ke Kalai Na Tham
Meri Ungli Pakad Ke Kalai Na Tham
Arey Jo Khud Jalne Ko Bekal Ho
Wo Kyu Soche Anjan
Aaja Kar De Jawani Jawani Ke Naam
Aaja Kar De Jawani Jawani Ke Naam
Arey Mai Na Janu Darpan Warpan
Bol Tu Apna Pata Thikana
Mai Na Janu Darpan Warpan
Bol Tu Apna Pata Thikana
Beghar Premi Deewana
Mai To Beghar Premi Deewana Pehchana
Jiska Man Ho Prem Ka Darpan
Kya Kahta Hai Use Zamana
Jiska Man Ho Prem Ka Darpan
Kya Kahta Hai Use Zamana
O Bandar Budhdhu Anjana.

Share your thoughts

Asha bhosle raeeszada jiska man ho prem ka darpan, Jiska mann ho prem ka - raeeszaada, Raeeszaada - jiska mann ho prem ka, Mohammed rafi, Mohammad rafi, Ravindra jain, Ravindra jain songs, Pamela jain tora man darpan kahelaye, Mohammed rafi sahab, Mohammed rafi bhajans, Geet gata hoon main with lyrics kishore kumar, Mohammed rafi songs, Mohammed rafi birthday, Tora man darpan kahelaye, Tora man darpan kahlaye song, Tora man darpan kahlaye bhajan