Jawani Baar Baar Nahi Aaye Song Lyrics from the movie/album Tangewala released in the year 2018 starring Rajendra Kumar, Mumtaz. The song Jawani Baar Baar Nahi Aaye was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Naresh Kumar. The music was given by Naushad. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri

Jawani Baar Baar Nahi Aaye Lyrics

Jawani Baar Baar Nahi Aaye Jawani Baar Baar Nahi Aaye
Bedarda Ab To Najar Milale Jawani Baar Baar Nahi Aaye
Jawani Hale Daule Hale Daule Pyar Ka Jadu
Jhum Ke Naina Daal De Babu

Jawani Baar Baar Nahi Aaye Bedarda Ab To Najar Milale
Jawani Ek Mauj Ka Naam Ke Jisme Nahi Hosh Ka Kam
Jawani Ek Mauj Ka Naam Ke Jisme Nahi Hosh Ka Kam
Aa Soch Raha Hai Kya Matwale Aaj To Lut Ja Eye Dilwale
Are Diwane Dekh Ye Mausam Roz Roz Nahi Aaye

Jawani Baar Baar Nahi Aaye Jawani Hale Daule
Hale Daule Pyar Ka Jadu Jhum Ke Naina Daal De Babu

Jawani Baar Baar Nahi Aaye Bedarda Ab To Najar Milale
Mai Cham Cham Chal Ke Aayi Teri Or
Ke Balma Nahi Dil Pe Koi Jor
Mai Cham Cham Chal Ke Aayi Teri Or
Ke Balma Nahi Dil Pe Koi Jor
Aa Pyar Se Jab Tu Hath Lagaye
Jhude Ka Gajra Khil Khil Jaye
Lade Jo Tujhe Nain To Kajra Nain Beech Muskaye
Jawani Baar Baar Nahi Aaye Jawani Hale Daule
Hale Daule Pyar Ka Jadu Jhum Ke Naina Daal De Babu
Jawani Baar Baar Nahi Aaye Bedarda Ab To Najar Milale

Share your thoughts

Lata mangeshkar songs, Jawani bar bar nahin aaye | lata mangeshkar | music director naushad | film - tangewala, Lata mangeshkar, Jawani baar baar nahi aaye | lata mangeshkar \ tangewala (1972) music director: naushad ., Mangeshkar, Jawani baar baar nahi aaye tangewala movie song, Lata mangeshkar rip status, Lata mangeshka, Lata mangeshkar ka nidhan, Waheeda rehman lata mangeshkar songs, Hits of lata mangeshkar romantic songs, Lata mangeshkar (musical artist)