Jao Ladli Pati Ke Ghar Song Lyrics from the movie/album Stree released in the year 2018 starring V Shantaram, Sandhya. The song Jao Ladli Pati Ke Ghar was sung by Manna Dey. This movie/album was directed by V Shantaram. The music was given by Chitalkar Ramchandra. The lyrics were Penned by Bharat Vyas

Jao Ladli Pati Ke Ghar Lyrics

Aao Bitiya Aaj Tumhe
Ham Bhi Kuchh Sikh Sikhaye
Ham Van Wasi Fir Bhi Tumhe
Sansari Reet Bataye
Chhod Pita Ka Ghar
Jab Tum Apane Pati Ke Ghar Jaao
Gurujan Maan Bade Budho Ki
Sewa Me Samay Bitao
Ghar Me Jo Sevak Naukar Chakar
Sneh Se Sabko Bulao
Bhagy Fale Saubhagy Mile
To Kuchh Bhi Na Garv Dikhao
Jo Ghar Me Is Reet Chale
Wo Sad Grihadi Pad Paye
Jo Iske Vipreet Chale
Wo Kul Ko Kalank Lagaye

Jaao Laadli
Pati Ke Ghar Tum Sukhi Raho
Jaao Laadli
Ashish Deta Hriday Hamara
Mangalmay Ho Marg Tumhara
Path Me Mile Tumhe Taal Talaiya
Sukhdai Shital Chhaiya
Jaao Laadli
Pati Ke Ghar Tum Sukhi Raho
Jaao Laadli

Dukh Me Sukh Ka
Sukh Me Dukh Ka
Dukh Me Sukh Ka
Sukh Me Dukh Ka
Kaisa Khel Dikhane Lagi
Aai Thi Tum Ek Hansi Ban
Aansu Ban Ab Jaane Lagi
Jaao Laadli
Pati Ke Ghar Tum Sukhi Raho
Jaao Laadli

Ye Vighna Ye Kaisi Ghadi Hain
Ye Vighna Ye Kaisi Ghadi Hain
Dhiraj Dharm Dagmagane Laga
Aaj Budhapa Age Badhkar
Yovan Ko Raah Dikhane Laga
Jaao Daadli

Pal Pal Hansane Wali O Bitiya
Pal Pal Hansane Wali O Bitiya
Jaate Huye Yu Rula Na Dena
Fulo Falo Tum Us Ghar Me Jaake
Yaad Hamari Bhula Na Dena
Jaao Laadli
Pati Ke Ghar Tum Sukhi Raho
Jaao Laadli
Pati Ke Ghar Tum Sukhi Raho
Jaao Laadli

Share your thoughts

Stree, Asha bhosle manna dey chitalkar ramchandra classic hindi soundtracks, Manna dey, C ramchandra, Bitiya rani with lyrics, Jao ladli pati ke ghar, C ramachandra, Adhar chetany, Shree ram bhajan, Lyrics of hindi songs, Bhakti dhara, Rajesh khanna, Jatin latit songs, Khanna, Song lyrics, Manna, Shriramcharitmanas, (1961) lal batti (1957), Haye jhilmil jhilmil lata mangeshkar film lal batti (1957) music salil chaudhary., Best of c.ramchandra, Ram bhagwan bhakti gana