Jalataa Hai Badan Song Lyrics from the movie/album Razia Sultan released in the year 2018 starring Dharmendra, Hema Malini. The song Jalataa Hai Badan was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by G P Pawar, Kamal Amrohi. The music was given by Khayyam. The lyrics were Penned by Kaifi Azmi

Jalataa Hai Badan Lyrics

Jalta Hai Badan
Jalta Hai Badan
Jalta Hai Badan
Jalta Hai Badan
Ho Hay Jalta Hai Badan
Pyaas Bhadki Hai
Pyaas Bhadki Hai Sare Shaam Se Jalta Hai Badan
Pyaas Bhadki Hai Sare Shaam Se Jalta Hai Badan
Ishq Se Kah Do Ki Le Aaye Kahi Se Saavan
Pyaas Bhadki Hai Sare Shaam Se Jalta Hai Badan
Jalta Hai Badan
Jalta Hai Badan

Jaane Kab Raat Dhale
Subah Tak Kaun Jale
Daur Par Daur Chale
Aao Lag Jaao Gale
Aao Lag Jaao Gale Kam Ho Sine Ki Jalan
Pyaas Bhadki Hai Sare Shaam Se Jalta Hai Badan
Jalta Hai Badan
Jalta Hai Badan
Jalta Hai Badan
O Aah Jalta Hai Badan

Dekh Jal Jaayege Ham
Is Tabassum Ki Kasam
Ab Nikal Jaayega Dam
Tere Baaho Me Sanam
Dil Pe Rakh Haath Ki Tham Jaaye Dil Ki Dhadkan
Pyaas Bhadki Hai Sare Shaam Se Jalta Hai Badan
Jalta Hai Badan
Ishq Se Kah Do Ke Le Aaye Kahi Se Saavan
Pyaas Bhadki Hai Sare Shaam Se Jalta Hai Badan
Jalta Hai Badan
Jalta Hai Badan
Ohaay Jalta Hai Badan
Jalta Hai Badan

Share your thoughts

Razia sultan, Jalta hai badan razia sultan, Jalta hai badan, Lata mangeshkar, Jalta hai badan lata mangeshkar, Razia sultan jalta hai badan song, Lata mangeshkar jalta hai badan song, Jalta hai badan song by lata mangeshkar, Jalataa hai badan lyrics, Razia sultan songs, Razia sultan jukebox, Lata mangeshkar (musical artist), Lata mangeshkar songs, Jalataa hai badan songs, Jalataa hai badan, Jalta hai badan full hd song, Jalta hai badan song, Jalta hai badan dance