Jaisi Karni Vaisi Bharni Song Lyrics from the movie/album Shravan Kumar released in the year 2016 starring Chandramohan, Mumtaz Shanti. The song Jaisi Karni Vaisi Bharni was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Ram Darayani. The music was given by Bulo C. Rani. The lyrics were Penned by Wali Sahab. The music rights for song purely belongs to Saregama

Jaisi Karni Vaisi Bharni Lyrics

Jaisi Karni Vaisi Bharni
Yahi Prabhu Ka Nyaay
Boye Beej Babul Ke
Toh Aam Kahaan Se Khaay

Jo Jaisa Boye Beej Yahaan Karni Ka
Jo Jaisa Boye Beej Yahaan Karni Ka
Waisa Hi Woh Phal Paata
Dusro Ke Ghar Mein Aag Lagane Wala
Khud Hi Usmein Jhal Jaata
Jo Jaisa Boye Beej Yahaan Karni Ka

Dhool Uchhali Toh Sar Pe Giregi
Bande Na Itne Bhool
Kankar Ke Badale Patthar Milega
Kaante Ke Badale Sool
Jo Jaisa Apna Khata Dikhata
Jo Jaisa Apna Khata Dikhata
Wo Waisa Hisaab Chukata
Dusro Ke Ghar Mein Aag Lagane Wala
Khud Hi Usmein Jhal Jaata
Jo Jaisa Boye Beej Yahaan Karni Ka

Neki Ka Rasta Seedha Badha Tu
Tedha Na Ispar Chala Kar
Jo Chahta Hai Apni Bhalaai
Toh Duniya Mein Sab Ka Bhala Kar
Dusro Ke Ghar Mein Deep Jalane Wala
Dusro Ke Ghar Mein Deep Jalane Wala
Apna Andhera Mita Ta
Dusro Ke Ghar Mein Aag Lagane Wala
Khud Hi Usmein Jhal Jaata
Jo Jaisa Boye Beej Yahaan Karni Ka
Waisa Hi Woh Phal Paata
Dusro Ke Ghar Mein Aag Lagane Wala
Khud Hi Usmein Jhal Jaata
Jo Jaisa Boye Beej Yahaan Karni Ka.

Share your thoughts

Mohammed rafi, Mohammad aziz bhakti song, Mata ki bhetein by harbans lal bansi mp3, Meena kumari, Rajni kant movie daku hasina, Ek daal par tota bole lata mangeshkar & mohammed rafi, Lata mangeshkar & mohammed rafi ek daal par tota bole, Bataon tumhen pyar kaise karoon, Mohammad rafi, Hath sita ka ram ko diya lyrics, Dilip kumar, Rajni kant movies, Mohammed aziz song, Lyrics of imli ka boota in hindi, Jaane kahan gaye woh din lyrics