Jab Se O Sajna Song Lyrics from the movie/album Daku Bijlee released in the year 2018 starring Puneet Issar, Kader Khan. The song Jab Se O Sajna was sung by Anuradha Paudwal. This movie/album was directed by Reetu Raj. The music was given by Usman, Anwar. The lyrics were Penned by Khalid

Jab Se O Sajna Lyrics

Jab Se O Sajna Pehna Hai Kangna
Jab Se O Sajna Pehna Hai Kangna
Maine Tere Nam Ka Na Jane Mohe Kya Ho Gaya
In Ankhiyo Me Dil Kho Gaya In Ankhiyo Me Dil Kho Gaya
Na Jane Mohe Kya Ho Gaya Sajna O Sajna Sajna O Sajna

Tune Mujhe Chua To Bijuriya Si Chamki Saiya More Tan Badan Me
Tune Mujhe Chua To Bijuriya Si Chamki Saiya More Tan Badan Me
Tirchi Nazariya Se Tune Mujhe Dekha To
Udne Lagi Hu Gagan Me Giri Mai To Giri Giri Mai To Giri
Kaisa Nasha Ho Gaya Na Jane Mohe Kya Ho Gaya
In Ankhiyo Me Dil Kho Gaya In Ankhiyo Me Dil Kho Gaya
Na Jane Mohe Kya Ho Gaya Sajna O Sajna Sajna O Sajna

Rasiya Mila Hai Man Basiya Mila Hai To Jhumugi Baras Me
Rasiya Mila Hai Man Basiya Mila Hai To Jhumugi Baras Me
Jane Kaha Tan Hai Na Jane Kaha Man Hai
Jane Kaha Tan Hai Na Jane Kaha Man Hai
Kuch Bhi Nahi Aaj Bas Me Dubi Mai To Dubi
Dubi Mai To Dubi Mujhko Sambhalo
Na Jane Mohe Kya Ho Gaya In Ankhiyo Me Dil Kho Gaya
In Ankhiyo Me Dil Kho Gaya Na Jane Mohe Kya Ho Gaya
Jab Se O Sajna Pahna Hai Kangna Maine Tere Nam Ka
Na Jane Mohe Kya Ho Gaya In Ankhiyo Me Dil Kho Gaya
In Ankhiyo Me Dil Kho Gaya Na Jane Mohe Kya Ho Gaya
Sajna O Sajna Sajna O Sajna Sajna O Sajna Sajna O Sajna

Share your thoughts

Anuradha paudwal songs, Anuradha paudwal, Anuradha paudwal ghazals, Anuradha, Paudwal, Anuradha paudwal hit songs, Anuradha paudwal album songs, Lyrics, Jab na mana dil deewana kalam utha ke lyrics, Jab na mana dil deewana lyrics, Lyrics of jab na mana dil deewana, Hindi lyrics of jab na mana dil deewana kalam utha ke, Anwar, English lyrics of jab na mana dil deewana kalam utha ke, Patthar ke sanam kuchh bol zara with lyrics, Sajna ve sajna tere shehar wali sanu