Jab Se Bulbul Tune Do Tinke Liya Song Lyrics from the movie/album Lamha Lamha released in the year 2014. The song Jab Se Bulbul Tune Do Tinke Liya was sung by Ustad Ghulam Ali. The music was given by Ustad Ghulam Ali. The music rights for song purely belongs to Venus Records

Jab Se Bulbul Tune Do Tinke Liya Lyrics

Jab Se Bulbul Tune Do Tinke Liya
Jab Se Bulbul Tune Do Tinke Liya
Tootati Hain Bijliyaan In Ke Liye
Jab Se Bulbul Tune Do Tinke Liya

Kaun Weeraane Mein Dekhega Bahaar
Kaun Weeraane Mein Dekhega Bahaar
Kaun Weeraane Mein Dekhega Bahaar
Phool Jungle Mein Khile Kin Ke Liye
Jab Se Bulbul Tune Do Tinke Liya

Saari Duniya Ke Hain Woh Mere Siwa
Saari Duniya Ke Hain Woh Mere Siwa
Saari Duniya Ke Hain Woh Mere Siwa
Main Ne Duniya Chhod Di Inke Liye
Jab Se Bulbul Tune Do Tinke Liya

Wasl Ka Din Aur Itna Mukhtasir
Wasl Ka Din Aur Itna Mukhtasir
Wasl Ka Din Aur Itna Mukhtasir
Din Gine Jaate Hain Is Din Ke Liye
Jab Se Bulbul Tune Do Tinke Liya

Baaghbaan Kaliyaan Ho Halke Rang Ki
Baaghbaan Kaliyaan Ho Halke Rang Ki
Baaghbaan Kaliyaan Ho Halke Rang Ki
Bhejnee Hain Ek Kamsin Ke Liye
Jab Se Bulbul Tune Do Tinke Liya
Tootati Hain Bijliyaan In Ke Liye
Jab Se Bulbul Tune Do Tinke Liya.

Share your thoughts

Ghulam ali, Lamha lamha album ghulam ali, Lamha lamha (ghazals), Lamha lamha jukebox ghulam ali, Lamha lamha ghulam ali, Lamha lamha ghazal ghulam ali, Jab se bulbul tune do tinke liye, Jab se bulbul tu ne di tinke liye by ghulam ali album lamha lamha by iftikhar sultan, Lamha lamha album song, Lamha lamha, Lamha lamha ghazal, Ustad allauddin khan, Ghulam ali best ghazals, Ghulam ali  husn-e-ghazal, Ghulam ali ghazals, Ghazals of ghulam ali, Ghulam ali ghazals collection