Jaaye Chale Jaaye
Hum Taaron Ke Zameen Pe
Sapne Toh Humare
Rehe Jayenge Yehi Pe
Jugnu Jahan Aankhon Main
Chamke The Hazaron
Dhoondo Toh Humko Paaoge Wahi Pe
Aawazon Ke Dhaage Kholo
Aur Tarane Gaane Do
Maidaano Main Dhup Na Kam Ho
Jaate Hai Hum Jaane Do
Pehchanegi Duniya Humko
Aise Din Bhi Aayenge
Mehkenge Hum Khusboo Banke
Nayi Hawayein Aane Do
Aawazon Ke Dhaage Kholo
Aur Tarane Gaane Do
Maidaano Main Dhup Na Kam Ho
Jaate Hai Hum Jaane Do
Maidaano Main Dhup Na Kam Ho
Jaate Hai Hum Jaane Do
Aawazon Ke Dhaage Kholo
Aur Tarane Gaane Do
Maidaano Main Dhup Na Kam Ho
Jaate Hai Hum Jaane Do
Pehchanegi Duniya Humko
Aise Din Bhi Aayenge
Mehkenge Hum Khusboo Banke
Nayi Hawayein Aane Do
Dheere Dheere Paaon Ke Niche
Badal Sare Aane Do
Maidaano Main Dhup Na Kam Ho
Jaate Hai Hum Jaane Do
Aawazon Ke Dhaage Kholo
Aur Tarane Gaane Do
Maidaano Main Dhup Na Kam Ho
Jaate Hai Hum Jaane Do
Jaaye Chale Jaaye
Hum Taaron Ke Zameen Pe
Sapne Toh Humare
Rehe Jayenge Yehi Pe
Jugnu Jahan Aankhon Main
Chamke The Hazaron
Dhoondo Toh Humko Paaoge Wahi Pe
Aane Main Lakirein Din Kinche Betahasha
Dekhe Koi Dekhe Khwaabon Ka Yeh Tamasha
Kafi Hai Ujala Jo Baki Hai Zara Sa
Dekhe Koi Dekhe Khwaabon Ka Tamasha
Jaane Do Song Lyrics from the movie/album Maidaan released in the year 2024 starring Ajay Devgn, Priyamani. The song Jaane Do was sung by A.R. Rahman, Hiral Viradia. This movie/album was directed by Amit Ravindernath Sharma. The music was given by A.R. Rahman. The lyrics were Penned by Manoj Muntashir. The music rights for song purely belongs to Saregama Music
Share your thoughts