Jaaiye Jaaiye Huzoor Song Lyrics from the movie/album Bandish released in the year 2015 starring Shailendra, Sonia Sahni. The song Jaaiye Jaaiye Huzoor was sung by Krishna Kalle, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Charan Das Shokh. The music was given by Usha Khanna. The lyrics were Penned by Akmal Hyderabadi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Jaaiye Jaaiye Huzoor Lyrics

Jaaiye Jaaiye Huzoor
Aap Ko Kis Ne Rokaa Hai
Jaaiye Jaaiye Huzoor
Aap Ko Kis Ne Rokaa Hai
Wo Rahi Aap Ki Manzil
Aur Ye Mera Rastaa Hai
Chhodiye Chhodiye Huzoor
Haath Mera Kyun Thaamaa Hai
Wo Rahi Aap Ki Manzil
Aur Ye Mera Rastaa Hai
Jaaiye Jaaiye Huzoor

Keejiye Pyaar Ki Baaten
Dekhiye Saath Haseen Hai
Keejiye Pyaar Ki Baaten
Dekhiye Saath Haseen Hai
Aap Se Pyaar Ki Baaten
Kya Koi Aur Nahin Hai
Ae Magroor Saaraa Ye Guroor
Ae Magroor Saaraa Ye Guroor
Chaar Ghadi Kaa Hai
Jaaiye Jaaiye Huzoor
Aap Ko Kis Ne Rokaa Hai
Wo Rahi Aap Ki Manzil
Aur Ye Mera Rastaa Hai
Chhodiye Chhodiye Huzoor

Aa Gayee Aaj Qayaamat
Lag Gai Saath Museebat
Aa Gayee Aaj Qayaamat
Lag Gai Saath Museebat
Kar Gaye Aap Shiqaayat
Hai Yehi Cheez Mohabbat
Maan Nahin Maan
Main Tera Mehmaan
Maan Nahin Maan
Main Tera Mehmaan
Khoob Tamaashaa Hai
Chhodiye Chhodiye Huzoor
Haath Mera Kyun Thaamaa Hai
Wo Rahi Aap Ki Manzil
Aur Ye Mera Rastaa Hai
Jaaiye Jaaiye Huzoor

Ho Gayaa Pyaar Ka Waadaa
Pad Gayee Pyaar Ki Bandish
Ho Gayaa Pyaar Ka Waadaa
Pad Gayee Pyaar Ki Bandish
Kaun Se Pyaar Ka Waadaa
Kaun Se Pyaar Ki Bandish
Aise Anjaan Honay Se Kahin
Aise Anjaan Honay Se Kahin
Pyaar Bhi Chhuptaa Hai
Jaaiye Jaaiye Huzoor
Aap Ko Kis Ne Rokaa Hai
Wo Rahi Aap Ki Manzil
Aur Ye Mera Rastaa Hai
Chhodiye Chhodiye Huzoor
Haath Mera Kyun Thaamaa Hai
Wo Rahi Aap Ki Manzil
Aur Ye Mera Rastaa Hai
Jaaiye Jaaiye Huzoor.

Share your thoughts

Mohammed rafi bandish jaiye jaiye huzoor, Shailendra and soniya sahni, Krishna kalle, Soyi hai dulhan raat ki krishna kalle, Bandish, Sonia sahni songs, Sonia sahni, Mohammed rafi, Akhiyon ka noor hai tu lyrics, Shailendra, Krishna agar tum radha hote, Usha khanna, Rajesh khanna, Best of usha khanna, Bandish (1955) jhoomti jawani hai rut mastani hai (from bandish''), Lyrics, Sahani, Sonia, Mera naam johar 1967 songs, Raja mehdi ali khan, Rafi-m.dey-krishna