Ja Sajna Tujhko Bhula Diya Song Lyrics from the movie/album Raja. The song Ja Sajna Tujhko Bhula Diya was sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. The music was given by Nadeem-Shravan. The lyrics were Penned by Sameer

Ja Sajna Tujhko Bhula Diya Lyrics

Ja Sajna Tujhko Bhula Diya – 2
Vada Kiya Hasane Ka Mujhko Rula Diya
Ja Sajna Tujhko Bhula Diya – 2
Todke Sari Kasmo Ko Tune Daga Diya
Ja Sajna Tujhko Bhula Diya – 2

Patthar Hai Tera Dil Dil Nahi
Is Pyar Ke Tu Kabil Nahi
Teri Rago Me Behti Jafa
Tu Kya Karega Mujhse Vafa
Mujhko Diye Tune Voh Gham
Bhulongi Na Mai Tere Sitam
Kya Hai Teri Hakikat Ye Tune Bata Diya
Ja Sajna Tujhko Bhula Diya – 2
Vada Kiya Hasane Ka Mujhko Rula Diya
Ja Sajna Tujhko Bhula Diya
Ja Ja Re Ja Sajna Tujhko Bhula Diya

(Hmm Kaisi Halat Hai Meri Aa Tujhe Mai Batau
Kya Kahani Hai Meri Aa Tujhe Mai Sunau) – (2)
Aa Aa Aa
Sab Ki Nazar Me Ye Pyar Tha
Mai Raste Ki Diwar Tha
Kisne Yaha Pe Ki Hai Khata
Kisko Mili Hai Uski Saza
Sach Kya Hai Ye Jab Janegi Tu
Meri Vafa Ko Manegi Tu
Maine Teri Nafrat Ko Dil Se Laga Liya

Ja Sajna Tujhko Bhula Diya
Ja Ja Re Ja Sajna Tujhko Bhula Diya
Vada Kiya Hasane Ka Mujhko
Vada Kiya Hasane Ka Mujhko Rula Diya
Ja Sajna Tujhko Bhula Diya
Ja Ja Sajna Tujhko Bhula Diya
Ja Ja Re Ja Sajna Tujhko Bhula Diya
Ja Sajna Tujhko Bhula Diya

Share your thoughts

Ja sajna tujhko bhula diya, Ja sajna tujhko bhula diya song, Udit narayan, Ja sajna tujhko bhula diya jhankar, Alka yagnik, Jaa sajna tujhko bhula diya lyrics, Ja sajna tujhko bhula diya lyrics song, Ja sajna tujhko bhula diya || raja (1995) || alka yagnik, Ja ja re ja sajna tujhko bhula diya, Ja sajna tujhko bhula diya piano, Ja sajna tujhko bhula diya piano tutorial, Ja sajna tujhko bhula diya on piano, Jaa sajna tujhko bhula diya, Ja sajna tujhko bhula diya song piano