Is Desh Ki Hai Aaj Song Lyrics from the movie/album Balram Shri Krishna released in the year 2013 starring Dara Singh Randhawa, Savitri. The song Is Desh Ki Hai Aaj was sung by Mahendra Kapoor. This movie/album was directed by Chandrakant. The music was given by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). The lyrics were Penned by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep). The music rights for song purely belongs to Saregama

Is Desh Ki Hai Aaj Lyrics

Iss Desh Ki Hai Aaj Bhi
Toofan Mein Naiya
Bharat Mein Phir Se Aa
Jao Balram Kanaiya

Sab Aur Pada Sukha
Adha Hai Desh Bukha
Ghangor Hai Menngai
Janta Hai Tang Aayi
Galiyo Mein Bade Bade
Ajgar Hai Chipe Pade
Daste Hai Aaj Bhi Naag Hame
Ae Naag Na Thaiya
Bharat Mein Phir Se
Aa Jao Balram Kanaiya

Mahalo Mein Hai Diwali
Kutiyo Mein Raat Kali
Kuch Lo Sukh Jite Baki Aanshu Pite
Ye Desh Ki Surat
Hai Ab Aao Jarurat Hai
Lakho Sudamao Ki
Hai Sunasan Madaiya
Bharat Me Phir Se Aa
Jao Balram Kanaiya

Ye Soch Rahe Hai Sabhi
Aisa Tha Na Waqt Kabhi
Bache Na Dud Pate
Maa Baap Jhatpatate
Hey Din Bandu Aao
Karuna Ke Sindu Aao
Kat Ti Lakho Har Sal
Yaha Gopal Teri Gaiya
Bharat Mein Phir Se Aa
Jao Balram Kanaiya
Iss Desh Ki Hai Aaj
Bhi Toofan Me Naiya
Bharat Me Phir Se Aa
Jao Balram Kanaiya.

Share your thoughts

Ramchandra, Chitalkar, Shivaratri bhajans, Chaar ungaliyan ek angutha, Kavita paudwal, Mahashivaratri, Jai shiv omkara, Har har mahadev, Shivratri songs, Best shiv bhajan, Shiv sagar album songs, Shankar, Shiv bhajans, Om namah shivay, Top shiv bhajans, T-series bhakti sagar, Vinod rathod, Gulshan kumar, Shiv sagar songs, Shanker, Lord shiva, Shiv sagar, Bhakti songs, Jai bholenath, Popular, Bholenath, Sameer sen, Devon ke dev mahadev, Jai, Dilip sen