Idhar Chala Main Udhar Chala Song Lyrics from the movie/album Koi Mil Gaya. The song Idhar Chala Main Udhar Chala was sung by Alka Yagnik, Udit Narayan

Idhar Chala Main Udhar Chala Lyrics

Idhar Chala Main Udhar Chala
Jane Kahan Main Kidhar Chala
Idhar Chala Main Udhar Chala
Jane Kahan Main Kidhar Chala
Arre Phisal Gaya
Yeh Tu Ne Kya Kiya
Idhar Chali Main Udhar Chali
Jane Kahan Main Kidhar Chali
Idhar Chali Main Udhar Chali
Jane Kahan Main Kidhar Chali
Arre Phisal Gayi
Le Tere Sang Ho Chali

Nazar Yeh Kiski Hume Lagi
Nazar Yeh Kiski Hume Lagi
Ke Chalte Chalte Phisal Gaye
Hasi Hasi Mein Yeh Kya Hua
Hum Badal Gaye
Nazar Yeh Kiski Hume Lagi
Ke Chalte Chalte Phisal Gaye
Hasi Hasi Mein Yeh Kya Hua
Hum Badal Gaye
Kyon Badal Gaye
Hum Badal Gaye
Idhar Chala Main Udhar Chala
Jane Kahan Main Kidhar Chala
Idhar Chala Main Udhar Chala
Jane Kahan Main Kidhar Chala
Arre Phisal Gaya
Yeh Tu Ne Kya Kiya

Tum Itne Bhole Ho Kis Liye
Tum Itni Aachi Ho Is Liye
Kyon Achchi Ho Yeh Batao Tum
Kyon Batao Main
Tum Itne Bhole Ho Kis Liye
Tum Itni Aachi Ho Is Liye
Kyon Achchi Ho Yeh Batao Tum
Kyon Batao Main
Kuch Batao Na
Kyon Batao Main
Idhar Chali Main Udhar Chali
Jane Kahan Main Kidhar Chali
Idhar Chali Main Udhar Chali
Jane Kahan Main Kidhar Chali
Arre Phisal Gayi
Le Tere Sang Ho Chali
Idhar Chala Main Udhar Chala
Jane Kahan Main Kidhar Chala
Idhar Chala Main Udhar Chala
Jane Kahan Main Kidhar Chala
Arre Phisal Gaya
Yeh Tu Ne Kya Kiya
Main Tere Sang Ho Chali
Yeh Tu Ne Kya Kiya
Main Tere Sang Ho Chali

Share your thoughts

Idhar chala main udhar chala, Idhar chala mai udhar chala, Idhar chala main udhar chala with lyrics, Idhar chala main udhar chala dance, Idhar chala main udhar chala song, Lirik lagu idhar chala main udhar chala lyrics, Idhar chala main udhar chala lyrics, Udit narayan, Alka yagnik, Idhar chala mai udhar chala hindi songs, Idhar chala main udhar chala dance video, Idhar chala main udhar chala cover dance, Idhar chala main udhar chala status