Husn Se Chand Bhi Song Lyrics from the movie/album Door Ki Awaaz released in the year 2020 starring Durga Khote, Pran. The song Husn Se Chand Bhi was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Devendra Goel. The music was given by Ravi Shankar Sharma (Ravi). The lyrics were Penned by Shakeel Badayuni. The music rights for song purely belongs to Saregama

Husn Se Chand Bhi Lyrics

Husn Se Chaand Bhi Sharmaaya Hai
Teri Soorat Ne Ghazab Dhaaya Hai
Husn Se Chaand Bhi Sharmaaya Hai
Teri Soorat Ne Ghazab Dhaaya Hai

Haaye In Pyaar Mein Doobi
Huyi Aankhon Ki Qasam
Haaye In Pyaar Mein Doobi
Huyi Aankhon Ki Qasam
Aadmi Kya Hai Farishton
Ke Behak Jaayen Qadam
Aadmi Kya Hai Farishton
Ke Behak Jaayein Qadam
Bin Piye Mujhpe Nasha Chhaaya Hai
Teri Soorat Ne Ghazab Dhaaya Hai
Husn Se Chaand Bhi Sharmaaya Hai
Teri Soorat Ne Ghazab Dhaaya Hai

Muskuraayen Jo Tere
Lab To Bahaaren Aayin
Muskuraayen Jo Tere
Lab To Bahaarein Aayin
Khil Gaye Phool Padi
Teri Jahaan Parchaayi
Khil Gaye Phool Padi
Teri Jahaan Parchaayi
Toone Gulshan Mera Mehkaaya Hai
Teri Soorat Ne Ghazab Dhaaya Hai
Husn Se Chaand Bhi Sharmaaya Hai
Teri Soorat Ne Gazab Dhaaya Hai.

Share your thoughts

Husn se chand bhi, Husn se chand bhi sharmaya hai, Door ki awaaz, Chand, Mohammed, Mohammad rafi, Mohammed rafi, Mohammed rafi hit songs, Mohammed rafi (award winner), Mohammed rafi old song, Mohammed rafi songs by mk, Husn say chand bhi sharmaya, Mohammad rafi hit songs, Husn se chaand bhi karaoke, Door ki awaaz (film), Husn se chand bhi sharmaya hai karaoke, Husn se chand, Husn se chand bhi sarmaya hai hindi song, Door ki awaaz - 1964, Door ki awaaz (1964), Lyrics