Ho Jiya Maine Jiya Tujhko Diya Song Lyrics from the movie/album Khushi released in the year 2018 starring Fardeen Khan, Kareena Kapoor. The song Ho Jiya Maine Jiya Tujhko Diya was sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. This movie/album was directed by S J Suryah. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Sameer

Ho Jiya Maine Jiya Tujhko Diya Lyrics

Ho Jiya Maine Jiya Tujhko Diya
O Piya Mere Piya Ye Kya Kiya
Nigahe Mili To Ye Jana
Divana Mai Tera Divana
Likha Hai Ye Dil Pe Fasana
Tujhe Hi To Dilbar Hai Mana
Ho Jiya Maine Jiya Tujhko Diya
O Piya Mere Piya Ye Kya Kiya

Hoto Pe Hasi
Teri Ankho Me Nasha
Tujhe Dekho To Mann Behke
Chahon Me Tujhko Din Raina
Tujhse Milake Aye Chaina
Kali Kali Si Teri Julfe Jo Ude
Teri Khushbu Se Tan Mehke
Ho Tujhse Mujhko Hai Ye Kehna
Teri Baho Me Hai Rehna
Ye Vada Kabhi Na Bhulana
Hasake Mujhe Na Rulana
Bahana Koyi Na Banana
Kabhi Kuchh Na Mujhse Chhupana
Ho Jiya Meine Jiya Tujhko Diya

Dekha Sapna Hai Yahi To Arman
Tujhe Pehnau Chudi Kangna
Ho Pyari Pyari Mulakate
Achchi Lagati Hai Ye Bate
Hai Tu Mera Jahan
Tu Kahe To Meri Jan
Doli Le Au Tere Angna
Pyasi Pyasi Meri Rate
Dekho Khwabo Me Barate
Khayalo Ki Duniya Sajana
Jo Ana To Wapas Na Jana
Ye Kasme Hamesha Nibhana
Gale Se Mujhe Hi Lagana
Ho Jiya Maine Jiya Tujhko Diya
O Piya Mere Piya Ye Kya Kiya

Share your thoughts

Alka yagnik songs, Alka yagnik, Jiya maine jiya, Jiya maine jiya - khushi | kareena kapoor & fardeen khan | alka yagnik & udit narayan, Khushi, Anu malik songs, Maine tujhko dekha lyrics, Udit narayan, Maine tujhko dekha song lyrics, Alka yagnik & udit narayan, Jiya maine jiya tujhko diya, Ho jiya maine jiya tujhko diya, # jiya maine jiya tujhko diya song, Anu malik, Jiya maine jiya khushi, Kumar sanu and alka yagnik romantic songs, # jiya maine jiya song with lyrics