Hey Thandee Hawaao Ne Song Lyrics from the movie/album Prem Nagar released in the year 2017 starring Rajesh Khanna, Hema Malini. The song Hey Thandee Hawaao Ne was sung by Lata Mangeshkar, Kishore Kumar. This movie/album was directed by K S Prakash Rao. The music was given by S D Batish. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Hey Thandee Hawaao Ne Lyrics

Hey Thandi Hawaao Ne Gori Kaa Ghunghat Utha Diya
Hey Kaali Ghataao Ne Saajan Ko Natkhat Bana Diya
Hey Thandi Hawaao Ne Gori Kaa Ghunghat Utha Diya
Hey Kaali Ghataao Ne Saajan Ko Natkhat Bana Diya
Nagar Nagar Dagar Dagar Panghat Bana Diya
Gori Kaa Ghunghat Utha Diya
Hey Thandi Hawaao Ne Gori Kaa Ghunghat Utha Diya

Barkha Bahaar Barkha Bahaar
Barkha Bahaar Aayi Barkha Bahaar
Jaane Kis Birhan Ne Likhi Koyi Chitthi Piya Ke Desh Re
Aayi Purwaayi Leke Pardeshi Pritam Kaa Sandes Re
Baadal Ne Baadal Ne
Baadal Ne Rut Ko Kaajal Laga Diya
Gori Kaa Ghunghat Utha Diya

Rimjhim Phuhaar Rimjhim Phuhaar
Rimjhim Phuhaar Pade Rimjhim Phuhaar
Teri Najar Sab Pe
Tujhe Sab Ki Khabar
Par Ye Pata Hai Ke Nahi
Maine Toh Saawan Se Kaha Chupke Se
Woh Tune Suna Hai Ke Nahi
Saawan Se Saawan Se Saawan Se
Pehle Man Ne Bata Diya
Saajan Ko Natkhat Bana Diya
Hey Kaali Ghataao Ne Saajan Ko
Natkhat Bana Diya

Mai Baanwari Mai Baanwari
Mai Baanwari Huyi Mai Baanwari
Oi Darr Gayi Bijali Si
Tujhe Chhu Liya Maine Ye Badi Bhul Huyi
Ek Hi Din Ek Hi Pal Ek Hi
Jhonke Me Kali Phul Huyi
Shabnam Ko Shabnam Ko Shabnam Ko
Tumne Shola Bana Diya
Saajan Ko Natkhat Bana Diya
Nagar Nagar Dagar Dagar Panghat Bana Diya
Gori Kaa Ghunghat Utha Diya
Saajan Ko Natkhat Bana Diya
Hey Gori Kaa Ghunghat Utha Diya
Saajan Ko Natkhat Bana Diya
Hey Gori Kaa Ghunghat Utha Diya
Hey Saajan Ko Natkhat Bana Diya
Hey Gori Kaa Ghunghat Utha Diya
Hey Saajan Ko Natkhat Bana Diya
Gori Kaa Ghunghat Utha Diya

Share your thoughts

Kishore, Mangeshkar, Kumar, Meena kumari, Dilip kumar, Kahe jiya ki umang & chhayi unki nazron ka vaar lata mangeshkar madan mohan kaif irfani, Shreemanji, Romantic songs, Rim jhim gire sawan, Bhooli bisri aawazen, Chori chori dil me samaya, Bollywood romantic songs, Shankar, Hemantkumar, Rajesh khanna, Sawan ka mahina, Bhoole bisre geet, Romantic rain songs, Indian old cinema songs, Bhaaga, Devanand, Jaikishan, Golden greats, Goldengreats, Romantic monsoon