Haseenon Ki Wafa Mein Bhi Song Lyrics from the movie/album Bade Bhaiya released in the year 2018 starring Agha, Yakub S. The song Haseenon Ki Wafa Mein Bhi was sung by Shamshad Begum, G. M. Durrani. This movie/album was directed by Aspi Azad. The music was given by Prem Nath. The lyrics were Penned by Manohar Khanna

Haseenon Ki Wafa Mein Bhi Lyrics

Hasi Jalti Huyi Shamaye Hai Inke Pass Mat Aana
Jo Aaoge To Jal Jaoge Dekho Hala Parwana
Haye Mohabbat Wo Kare Inse
Mohabbat Wo Kare Inse
Ke Jiski Shamat Aayi Hai
Ke Jiski Shamat Aayi Hai
Ke Jiski Shamat Aayi Hai
Ke Jiski Shamat Aayi Hai
Ke Jiski Shamat Aayi Hai
Agar Ye Muskura De Haye Agar Ye Muskura De
To Samajh Lo Maut Aayi Hai
Aa Agar Ye Muskura De Haye Agar Ye Muskura De
To Samajh Lo Maut Aayi Hai

Hum Shagird Hai Farhad Ke Majnu Ke Chele Hai
Ye Husn O Ishq Ke Papad Hazaaro Baar Bele Hai
Haye Magar Wo Gham Uthaye Hai
Magar Wo Gham Uthaye Hai Ke Nani Yaad Aayi Hai
Ke Nani Yaad Aayi Hai
Ke Nani Nani Nani Nani Nani Yaad Aayi Hai
Agar Ye Muskura De Haye Agar Ye Muskura De
To Samajh Lo Maut Aayi Hai
Aa Agar Ye Muskura De Haye Agar Ye Muskura De
To Samajh Lo Maut Aayi Hai

Aa Hoye Ulajhna Inki Julfo Se
Hai Kaanto Me Ulajh Jana Samjhe
Phir Aakar Unki Lakdi Bana Dete Hai Diwana
Haye Ye Pagal Khano Ki Duniya
Ye Pagal Khano Ki Duniya
Inhone Ne Hi Batayi Hai
Inhone Ne Hi Batayi Hai
Inhone Ne Hi Batayi Hai
Inhone Ne Hi Batayi Hai
Inhone Ne Hi Batayi Hai
Agar Ye Muskura De Haye Agar Ye Muskura De
To Samajh Lo Maut Aayi Hai
Hasino Ki Wafa Me Bhi Chhupi Ek Bewafayi Hai
Agar Ye Muskura De Haye Agar Ye Muskura De
To Samajh Lo Maut Aayi Hai
Agar Ye Muskura De Haye Agar Ye Muskura De
To Samajh Lo Maut Aayi Hai

Share your thoughts

Shamshad begum songs, Shamshad begum, Bade bhaiyya, Bare bhaiyya, Aise besharam ashiq hain yeh aaj ke, Nadeem shravan hit songs, Muhinja yaar mitha mukha thi na pare, Kalay jadu ki nishaniyan, Event organized by asha chand, Quran aur hadees, Rasheeda khatoon, Lyrical video of prem baro madhur, Kashmiri literature, Kashmir (administrative division), Mohd.rafi nisbat taron ka yeh khazana, Rajendra krishan songs, Kaise besharm aashiq hai, Evergreen old hindi songs