Hame Pyaar Karne Song Lyrics from the movie/album Pyar Ki Baazi released in the year 2015 starring Jagdeep, Vijaya Chaudhary. The song Hame Pyaar Karne was sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi. This movie/album was directed by J. S. Keshwani. The music was given by Jimmy. The lyrics were Penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai). The music rights for song purely belongs to Saregama

Hame Pyaar Karne Lyrics

Hame Pyaar Karne
Na Dega Zamana
Agar Ho Sake To
Mujhe Bhul Jana
Mujhe Bhul Jana
Tera Pyaar Hi To
Meri Zindagi Hai
Ke Aasan Nahi Hai
Tujhe Bhul Jana
Tujhe Bhul Jana
Hame Pyaar Karne
Na Dega Zamana
Agar Ho Sake To
Mujhe Bhul Jana
Mujhe Bhul Jana
Tera Pyaar Hi To
Meri Zindagi Hai
Ke Aasan Nahi Hai
Tujhe Bhul Jana
Tujhe Bhul Jana

Paraye Bhi Hokar
Tumhaare Rahenge
Nazar Mein Yun Hi
Ye Nazaare Rahenge
Nazaaro Mein Kya Hai
Bahaaro Mein Kya Hai
Agar Tum Nahi Chaand
Taaro Mein Kya Hai
Yahi Yaad To Hai
Dilo Ka Khazana
Hame Pyaar Karne
Na Dega Zamana
Agar Ho Sake To
Mujhe Bhul Jana
Mujhe Bhul Jana
Tera Pyaar Hi To
Meri Zindagi Hai
Ke Aasan Nahi Hai
Tujhe Bhul Jana
Tujhe Bhul Jana

Bhulaa Do Muhabbat Ki
Tum Ye Kahani
Ke Bachpan Ko Jaise
Bhulaa De Jawaani
Jo Mit Jaaye Dil Se
Wo Ulfat Nahi Hai
Hame Aise Jeene Ki
Hasrat Nahi Hai
Qasam Tumko Meri
Na Khud Ko Mitana
Tera Pyaar Hi To
Meri Zindagi Hai
Ke Aasan Nahi Hai
Tujhe Bhul Jana
Tujhe Bhul Jana
Hame Pyaar Karne
Na Dega Zamana
Agar Ho Sake To
Mujhe Bhul Jana
Mujhe Bhul Jana
Qasam Tumko Meri
Na Khud Ko Mitana.

Share your thoughts

No Keywords