Hum Cheez Hain Bade Kam Ki Yaram
Hume Kaam Pe Rakh Lo Kabhi Yaram
Hum Cheez Hain Bade Kam Ki Yaram
Ho Suraj Se Pehle Jagayenge
Aur Akhbaar Ki Sab Surkhiyan Hum Gungunayenge
Pesh Karenge Garm Chai Phir
Koi Khabar Aayi Na Pasand Toh End Badal Denge
Ho Munh Khuli Jamhaai Pe Hum Bajaaye Chutkiyan
Dhoop Na Tum Ko Lage Khol Denge Chhatariyan
Peechhe Peechhe Din Bhar
Ghar Daftar Me Le Ke Chalenge Hum
Tumhari File Tumhari Diary Gaadi Ki Chaabiyan Tumhari Enake
Tumhara Laptop Tumhari Cap Phone
Aur Apna Dil Kanwara Dil
Pyar Me Hara Bechara Dil
Aur Apna Dil Kanwara Dil
Pyar Me Hara Bechara Dil
Yeh Kehne Me Kuch Risk Hai Yaram
Naraz Naa Ho Ishq Hai Yaaram
Ho Raat Savere Shaam Ya Dopehari
Band Aankhon Me Le Ke Tumhe Ungha Karenge Hum
Takiye Chaadar Mehake Rehte Hain
Jo Tum Gaye Tumhari Khushboo Soongha Karenge Hum
O Zulf Me Phansi Hui Khol Denge Baaliyan
Kaan Khinch Jaaye Agar
Kha Le Mithi Galiyan
Chunte Chale Pairo Ke Nishan Ki Un Par Aur Na Panv Pade
Tumhari Dhadkane Tumhari Dil Sune
Tumhari Saans Sune Lagi Kampkapi
Na Gajre Bune Juhi Mogra Toh Kabhi Dil
Humara Dil Pyar Me Hara Bechara Dil
Humara Dil Humara Dil
Pyaar Me Hara Bechara Dil
Ham Chiz Hai Bade Kaam Ki (Yaaram) Song Lyrics from the movie/album Ek Thi Daayan released in the year 2018 starring Emraan Hashmi, Konkona Sen Sharma. The song Ham Chiz Hai Bade Kaam Ki (Yaaram) was sung by Clinton Cerejo, Sunidhi Chauhan. This movie/album was directed by Kannan Iyer. The music was given by Vishal Bhardwaj. The lyrics were Penned by Gulzar
Share your thoughts