Halki Halki Sard Hawa Song Lyrics from the movie/album Bombay Ka Chor (1962). The song Halki Halki Sard Hawa was sung by Kishore Kumar. The music was given by Ravi. The lyrics were Penned by Rajendra Krishan

Halki Halki Sard Hawa Lyrics

(Halki Halki Sard Hawa Dil Matwaala Jhum Raha
Mausam Bhi Hai Saathi Bhi Hai, O Deewaanwe Saaj Utha) – (2)
Halki Halki Sard Hawa Dil Matwaala Jhum Raha

(Raks Ke Baadal Chha Jaaye, Nagamon Ki Barsaate Ho
Ishq Bhare Afsaane Ho, Hus Bhari Kuchh Baatein Ho) – (2)
Kehata Ja Sharmaata Ja, Apani Dhun Mein Gaata Ja
(Mausam Bhi Hai Saathi Bhi Hai, O Deewaanwe Saaj Utha
Halki Halki Sard Hawa Dil Matwaala Jhum Raha) – (2)

(Aaj Bahaare Teri Hain, Phul Hai Teri Raahon Mein
Raat Pe Tera Kaabu Hai, Chaand Hai Teri Baahon Mein) – (2)
Rang Udaaya Dhoom Macha, Bhaag Jamaana Hai Tera
Mausam Bhi Hai Saathi Bhi Hai, O Deewaanwe Saaj Utha
Halki Halki Sard Hawa Dil Matwaala Jhum Raha

Share your thoughts

Bombay ka chor (1962), Kishore kumar classic bollywood scores, Ravi shankar sharma kishore kumar classic hindi soundtracks : bhakt surdas (1942), Bombay ka chor (1962) halki halki sard hawa (from bombay ka chor''), Volume 21 halki halki sard hawa (from bombay ka chor''), Kishore, Kishore kumar, Vol. 21: bhakt surdas (1942), Husn ki dekhiye bahar | asha bhosle | music - ravi | movie bombay ka chor, Kishore kumar.mukesh.mohammed rafi.o.p.nayyar