Gujar Na Jaye Ye Khwaab Sa Safar (Solo) Song Lyrics from the movie/album Rog released in the year 2019 starring Irrfan Khan, Himanshu Mallik. The song Gujar Na Jaye Ye Khwaab Sa Safar (Solo) was sung by Shreya Ghoshal. This movie/album was directed by Himanshu Brahmbhatt. The music was given by M M Kareem. The lyrics were Penned by Neelesh Mishra

Gujar Na Jaye Ye Khwaab Sa Safar (Solo) Lyrics

Gujar Na Jaaye Ye Khwaab Sa Safar
Gujar Na Jaaye Ye Khwaab Sa Safar
Sab Kuch Simat Ke Aaya Hai
Sirf Ek Pal Me
Baahon Me Thaam Lo Tum
Ke Phir Mile Na Mile
Gujar Na Jaaye
Gujar Na Jaaye

Keh Diya Hai Aaj Aakhir Tumse
Jo Chhupaaye Hum Rahe Gum Sum Se
Isse Pehle Bat Hi Jaaye Raste
Apne Bhi Dil Ki Kaho Kuch Hamse

Tumhaari Jo Khaamoshi Hai
Kahaaniya Si Kahti Hai
Tumhaari Jo Tamanna Hai
Wo Muh Chhupaaye Rahti Hai

Sab Kuch Simat Ke Aaya Hai
Sirf Ek Pal Me
Baahon Me Thaam Lo Tum
Ke Phir Mile Na Mile
Gujar Na Jaaye Ye Khwaab Sa Safar
Gujar Na Jaaye
Na Jaaye

Puchhte Ho Haal Mere Dil Ka
Hosh Hai Na Raah Na Manjil Ka
Ye Badan Me Kya Pighalta Jaaye
Ek Nasha Ho Jaise Halka Halka

Safar Ye Khatam Na Ho
Raahe Kabhi Kam Na Ho
Mile Na Mile Manjil
Bhichhdane Ka Ghum Na Ho

Sab Kuch Simat Ke Aaya Hai
Sirf Ek Pal Me
Baahon Me Thaam Lo Tum
Ke Phir Mile Na Mile
Gujar Na Jaaye Ye Khwaab Sa Safar
Gujar Na Jaaye
Na Jaaye

Share your thoughts

Chal tera shukriya lyrics shreya ghoshal, Shreya ghoshal melody aongs, Shreya ghoshal songs, Chal tera shukriya shreya ghoshal, Shreya ghoshal sad songs, Aaye ho meri zindagi mein tum bahar banke lyrics, Kya karu ki yaad aati hai sunehri jaliyan lyrics, Chal tera shukriya lyrics, Chal tera shukriya lyrics jeet ganguli, Chal tera shukriya lyrics sadak 2, Aaye ho meri zindagi me tum bahar banke, Lyrics lovers songs, Aaye ho meri zindagi mein tum bahar banke new version