Gori Ki Chatak Matak Main Mera Di Song Lyrics from the movie/album Bade Bhaiya released in the year 2018 starring Agha, Yakub S. The song Gori Ki Chatak Matak Main Mera Di was sung by Shamshad Begum, G. M. Durrani. This movie/album was directed by Aspi Azad. The music was given by Prem Nath. The lyrics were Penned by Manohar Khanna

Gori Ki Chatak Matak Main Mera Di Lyrics

Gauri Ki Chatak Matak Me Mera Dil
Mera Dil Bhatak Gaya
Gauri Ki Chatak Matak Me Mera Dil
Mera Dil Bhatak Gaya
Kisi Ki Julfo Me Jake Wo Atak Gaya
Wahi Par Latak Gaya Haye Haye Haye Latak Gaya
Gauri Ki Chatak Matak Me Mera Dil
Mera Dil Bhatak Gaya

Mera Dil Mera Dil Mera Dil
Unko Samajhta Hai Shayad Rasgulla
Mera Dil Unko Samajhta Hai Shayad Rasgulla
Unhe Dekha To Ye Pahlu Se Hua Gayabgulla
Haye Gayabgulla
Unhe Dekha To Ye Pahlu Se Hua Gayabgulla
Haye Gayabgulla
Bada Beimaan Tha Bada Beimaan Tha
Dil Unke Sath Atak Gaya
Wahi Par Latak Gaya Haye Haye Haye Latak Gaya
Gauri Ki Chatak Matak Me Mera Dil
Mera Dil Bhatak Gaya

Mera Dil Chhin Ke Wo Saaf Hajam Kar Gaye
Mera Dil Chhin Ke Wo Saaf Hajam Kar Gaye
Mere Armano Ko Mere Armano Ko
Najro Se Bhasm Kar Gaye
Bhasm Kar Gaye
Mera Ulfat Ka Tarana
Mera Ulfat Ka Tarana
Gale Me Atak Gaya
Wahi Par Latak Gaya Haye Haye Haye Latak Gaya
Gauri Ki Chatak Matak Me Mera Dil
Mera Dil Bhatak Gaya

Kyu Aaye Husn Ke Darbar Me
Bade Dil Fenk Bane Kyu Aaye Husn Ke Darbar Me
Bade Dil Fenk Bane
Mohabbat Khel Nahi
Mohabbat Khel Nahi
Hai Ye Lohe Ke Chane Ae Ji Lohe Ke Chane
Tumhare Pahlu Me
Tumhare Pahlu Me
Dil Hai Kahan Jo Satak Gaya
Jo Kahin Latak Gaya Haye Haye Haye Latak Gaya
Gauri Ki Chatak Matak Me Mera Dil
Mera Dil Bhatak Gaya
Kisi Ki Julfo Me Jake Wo Atak Gaya
Wahi Par Latak Gaya Haye Haye Haye Latak Gaya
Gauri Ki Chatak Matak Me Mera Dil
Mera Dil Bhatak Gaya

Share your thoughts

Shamshad begum, G.m. durrani bade bhaiya gori ki chatak matak men, Best of g m durrani and shamshad begum, G.m. durrani bade bhaiya hallo sai hallo, Bade bhaiya, Bade bhaiyya, Chorus bade bhaiya hasinon ki nazar bijli hai, Peher matak chalungi, Maine jabse tumko dekha hai, Durrani, G m durrani, G.m. durrani, Lyrics, New bahu ka top khoiya, Main ne jab se tumko dekha hai, Bhabhi ka thumka dance, Hariyanvi dance video, Mere dil me gudagudi hoti hai