Gori Gori Chandni Song Lyrics from the movie/album Raja Harishchandra released in the year 2013 starring Lalita Pawar. The song Gori Gori Chandni was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Raman B. Desai. The music was given by Bhagatram Batish, Husnlal Batish. The lyrics were Penned by Bharat Vyas. The music rights for song purely belongs to Saregama

Gori Gori Chandni Lyrics

Gori Gori Chandni Ho
Gori Gori Chandani Aur
Phoolo Ki Raat Hai Meethi Meethi
Ho Meethi Meethi Sajana Se
Hogi Man Ki Baat Re
Hogi Man Ki Baat Re
Gori Gori Chandni Ho
Gori Gori Chandani Aur
Phoolo Ki Raat Hai Meethi Meethi
Ho Meethi Meethi Sajana Se
Hogi Man Ki Baat Re
Hogi Man Ki Baat Re

Aaj Ki Hai Raat Ho
Aaj Ki Hai Raat Piya
Paas Mere Ayenge
Ruthungi Mein Unse
Wo Aa Ke Manayenge
Aa Ke Manaynge
Ho Aa Ke Manayenge
Gayenge Khushi Ke Geet
Gayenge Khushi Ke Geet
Dil Mein Hai Sath Re
Meethi Meethi
Ho Meethi Meethi Sajana Se
Hogi Man Ki Baat Re
Hogi Man Ki Baat Re

Thandi Thandi Pawan
Saloni Man Bhaye Re
Thandi Thandi Pawan
Saloni Man Bhaye Re
Bindiya Humari Dekho
Gir Gir Jaaye Re
Gir Gir Jaaye Re
Bindiya Humari Dekho
Gir Gir Jaaye Re
Ho Gir Gir Jaaye Re
Rim Jhim Rim Jhim
Rim Jhim Rim Jhim
Pade Barsat Re
Meethi Meethi
Ho Meethi Meethi Sajana Se
Hogi Man Ki Baat Re
Hogi Man Ki Baat Re

Kar Ke Singar Ho Kar Ke Singar
Aaj Unko Rijhaungi
Odh Ke Chunariya
Sajan Ghar Jaungi
Sajan Gahr Jaungi
Ho Sajan Ghar Jaungi
Mehndi Se Lal Lal
Mehndi Se Lal Lal
Honge Mere Hath Re
Meethi Meethi
Ho Meethi Meethi Sajana Se
Hogi Man Ki Baat Re
Hogi Man Ki Baat Re
Gori Gori Chandni Ho
Gori Gori Chandani Aur
Phoolo Ki Raat Hai Meethi Meethi
Ho Meethi Meethi Sajana Se
Hogi Man Ki Baat Re
Hogi Man Ki Baat Re.

Share your thoughts

Harishchandra (1952) husnlal bhagatram bharat vyas, Gori gori chandni aur poonam ki raat lata mangeshkar raja, Mangeshkar, Gori gori chandni aur poonam ki raat, Lata mangeshkar, Old hindi filmi songs of lata mangeshkar, Gori gori chandni, Batish, Hasne walo ko rulaoge, Snehprabha pradhan, Shankar, Jaikishan, Rajesh, Bachchan, Tukraake humein chal diye, Lata, Balam, Kishore, Amitabh, Mahendra, Rare hindi, Gori, Rare, Asha, Hans, Geeta, Mukesh, Khanna, Ajayuv