Gham Dene Wale Dene Ko Song Lyrics from the movie/album Ghar Ki Laaj released in the year 2019 starring Sohrab Modi, Nirupa Roy. The song Gham Dene Wale Dene Ko was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by V M Vyas. The music was given by Ravi. The lyrics were Penned by Rajendra Krishan

Gham Dene Wale Dene Ko Lyrics

Gham Dene Wale Dene Ko Gham Beshumar De
Sahne Ko Sath Sath Magar Dil Hazaar De
Gham Dene Wale Dene Ko Gham Beshumar De
Sahne Ko Sath Sath Magar Dil Hazaar De
Gham Dene Wale Dene Ko Gham Beshumar De

Katre Ko Kah Raha Hai Samunder Ko Pee Ke Dekh
Katre Ko Kah Raha Hai Samunder Ko Pee Ke Dekh
Har Roj Dil Pe Teer Bitha Aur Jee Ke Dekh
Har Roj Ki Ye Maut Na De Ek Baar De
Gham Dene Wale Dene Ko Gham Beshumar De

Kuch Haadse The Jinko Diya Zindagi Ka Naam
Kuch Haadse The Jinko Diya Zindagi Ka Naam
Jo Din Diya Wo Raat Tha
Jo Subah Thi Wo Sham
Jo Din Diya Wo Raat Tha
Jo Subah Thi Wo Sham
Kisne Kaha Tha Tujhse Ujdi Bahar De
Gham Dene Wale Dene Ko Gham Beshumar De

Khushiyo Ko Hukum Hai Ke Na Dil Me Samaye Wo
Khushiyo Ko Hukum Hai Ke Na Dil Me Samaye Wo
Ashqo Pe Hai Ye Kaid Na Aankho Me Aaye Wo
Hansna Nahi To Rone Ka Hi Ikhtiyaar De
Gham Dene Wale Dene Ko Gham Beshumar De
Hansna Nahi To Rone Ka Hi Ikhtiyaar De
Hansna Nahi To Rone Ka Hi Ikhtiyaar De
Hansna Nahi To Rone Ka Hi Ikhtiyaar De
Ikhtiyaar De

Share your thoughts

Asha bhosle songs, Asha bhosle, Bhosle, Asha bhosle old songs, & asha bhosle, Asha bhosale, Gham denewale dene ko gham asha bhonsle ghar ki laaj 1960 music ravi, Asha bhonsle songs, Lyrics, Lyrics: prem dhawan, Main tulsi tere aangan ki karaoke with lyrics, Asha bhole songs, Sheikh abu hassan ishaq swati, Ton ton ghari mein, Rang bhare mausam se, Ke bole chole jaoa din, Abu hassan ishaq swati, Gham dene wale dene ko, ~ghar, ~gham, ~asha, Gham dene wale beshumar de