Gam Diye Mustaqil, Itanaa Naazuk Hai Dil, Ye Na Jaanaa Song Lyrics from the movie/album Shahjehan released in the year 2019 starring K L Sehgal, Ragini. The song Gam Diye Mustaqil, Itanaa Naazuk Hai Dil, Ye Na Jaanaa was sung by Kundan Lal Saigal. This movie/album was directed by A R Kardar. The music was given by Naushad. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri

Gam Diye Mustaqil, Itanaa Naazuk Hai Dil, Ye Na Jaanaa Lyrics

Gam Diye Mustaqil
Itna Naazuk Hai Dil
Ye Na Jaana
Haay Haay Ye Zaalim Zamana
De Uthe Daag Lo Unse Ai Mahalo Kah Sunana
Haay Haay Ye Zaalim Zamana

Dil Ke Haatho Se Daaman Chhuda Kar
Gam Ki Nazaro Se Nazare Bacha Kar
Il Ke Haatho Se Daaman Chhuda Kar
Gam Ki Nazaro Se Nazare Bacha Kar
Uthke Vo Chal Diye
Kahte Hi Rah Gaye Ham Fasana
Haay Haay Ye Zaalim Zamaanaa

Koi Meri Ye Rudaad Dekhe
Ye Mohabbat Ki Bedaad Dekhe
Koi Meri Ye Rudaad Dekhe
Ye Mohabbat Ki Bedaad Dekhe
Phuk Raha Hai Jigar
Pad Raha Hai Magar Muskurana
Haay Haay Ye Zaalim Zamaanaa
Gam Diye Mustaqil
Itna Naazuk Hai Dil
Ye Na Jaana
Haay Haay Ye Zaalim Zamana

Share your thoughts

Gham diye mustaqil kitna nazuk hai dil, Kundan lal saigal, Itanaa naazuk hai dil, Gham diye mustaqil, Gam diye mustaqil itanaa, Gam diye mustaqil, Gam diye mustaqil itana, K l saigal, Kundan lal saigal (musical artist), Naushad, Shahjehan (film), Saigal, Shahjehan 1946, Shahjehan (1946), Shahjehan 1946 songs, Shahjehan 1946 full movie, Shahjahan history, Singer : kundan lal saigal * here sung by salim malik, Ye na jaanaa, Mustaqil, Shahjahan full songs