Galiya Galiya Dhundh Chuki Mai Song Lyrics from the movie/album Baadal Aur Bijli released in the year 2018 starring Shabnum, Nadeem. The song Galiya Galiya Dhundh Chuki Mai was sung by Noor Jehan. This movie/album was directed by Mohsin Sherazi. The music was given by Suhail Rana. The lyrics were Penned by Fayyaz Hashmi

Galiya Galiya Dhundh Chuki Mai Lyrics

Galiya Galiya Dhundh Chuki Mai
Galiya Galiya Dhundh Chuki Mai
Kaha Ho Bata Do Sajana
Kaha Ho Bata Do Sajana
Kaha Ho Bata Do Sajana
Galiya Galiya Dhundh Chuki Mai
Galiya Galiya Dhundh Chuki Mai

Yeh Socha Tha Sapne Hamare
Ik Din Pure Ho Jayenge
Sath Jiyenge Sath Marenge
Ik Duje Me Kho Jayenge
Bikhare Sapne Sare Ro Ro Naina Hare
Pure Huye Naa Arman
Kaha Ho Bata Do Sajana
Galiya Galiya Dhundh Chuki Mai
Galiya Galiya Dhundh Chuki Mai

Naa Tadpao Aa Bhi Jao
Darde Judayi Sah Naa Sakungi
Git Hain Jo Mere Dil Ke
Aur Kisi Se Kah Naa Sakungi
Tute Aas Ke Tare Meraa Pyar Pukare
Tum Bin Soona Hai Jaha
Kaha Ho Bata Do Sajana
Galiya Galiya Dhundh Chuki Mai
Galiya Galiya Dhundh Chuki Mai
Kaha Ho Bata Do Sajana
Kaha Ho Bata Do Sajana
Galiya Galiya Dhundh Chuki Mai
Galiya Galiya Dhundh Chuki Mai
Galiya Galiya Dhundh Chuki Mai

Share your thoughts

Noor jehan, Noor jehan songs, Lyrics, Noor jehan ghazals, Noor jahan songs, Awaz de kahan hai, Noor jehan (musical artist), Jehan, Chandra mohan, Malika e tarannum, Noor jehan best songs, Noor jahan, Jahan, Asiya, Noor jahan hit songs, Noor jahan old interview, Banda, Gaana, Sunidhi chauhan songs, Muhammad ali, Man leta hai angdai, Nusrat fateh ali khan, Kalyanji anandji songs, Baant raha tha jab khuda, Shankar jaikishan songs