Ek Naya Asmaan Aa Gaye Do Dil Jahan Song Lyrics from the movie/album Chhote Sarkar released in the year 2019 starring Govinda, Shilpa Shetty. The song Ek Naya Asmaan Aa Gaye Do Dil Jahan was sung by Kumar Sanu, Alka Yagnik. This movie/album was directed by Vimal Kumar. The music was given by Anand Milind. The lyrics were Penned by Rani Malik

Ek Naya Asmaan Aa Gaye Do Dil Jahan Lyrics

Ik Naya Aasma Aa Gaye Do Dil Jaha
Ik Naya Aasma Aa Gaye Do Dil Jaha
Ab Hawa Bhi Nahi Tere Mere Darmiya
Ye Jindagi Aayi Kaha Aayi Kaha
Ye Jindagi Aayi Kaha Aayi Kaha
Ik Naya Aasma Aa Gaye Do Dil Jaha
Ik Naya Aasma Aa Gaye Do Dil Jaha
Ab Hawa Bhi Nahi Tere Mere Darmiya
Ye Jindagi Aayi Kaha Aayi Kaha
Ye Jindagi Aayi Kaha Aayi Kaha

Mai Wahi Tum Wahi Fir Bhi Sab Kuch Naya
Ek Ajab Dhang Se Dil Dhadkane Laga
Sanso Ki Aanch Se Dil Pighal Jayega
Yu Na Dekho Mujhe Dam Nikal Jayega
Is Kadar Badh Gayi Aaj Najdikiya
Is Kadar Badh Gayi Aaj Najdikiya
Ab Hawa Bhi Nahi Tere Mere Darmiya
Ye Jindagi
Ye Jindagi Aayi Kaha Aayi Kaha
Ye Jindagi
Ye Jindagi Aayi Kaha Aayi Kaha

Har Tamnna Kahe Bhar Lo Aaghosh Me
Aaj Rahne Na Do Mujhko Tum Hosh Me
Koi Pahra Nahi Apne Jajbat Par
Hasrato Ki Juba Bolti Hai Najar
Kah Rahi Hai Hame Hotho Ki Narmiya
Kah Rahi Hai Hame Hotho Ki Narmiya
Ab Hawa Bhi Nahi Tere Mere Darmiya
Ye Jindagi
Ye Jindagi Aayi Kaha Aayi Kaha
Ye Jindagi
Ye Jindagi Aayi Kaha Aayi Kaha

Ik Naya Aasma Aa Gaye Do Dil Jaha
Ik Naya Aasma Aa Gaye Do Dil Jaha
Ab Hawa Bhi Nahi Tere Mere Darmaya
Ye Jindagi Aayi Kaha Aayi Kaha
Ye Jindagi Aayi Kaha Aayi Kaha


Share your thoughts

Chhote sarkar songs, Chhote sarkar, Chhote sarkar song, Chhote sarkar 1996, Chhote sarkar 1996 songs, Alka yagnik songs, Anand milind, Kumar sanu songs, Kumar sanu and alka yagnik, 90s hits hindi songs kumar sanu and alka yagnik, Alka yagnik, Ek naya asman bollywood hd hindi song alka yagnik &kumar sanu.., Singer alka yagnik &kumar sanu, Alka yagnik & sonu nigam mere humsafar lyrics, Kumar sanu alka yagnik duet, Kishore kumar romantic songs