Duaa Song Lyrics from the movie/album Rabba Main Kya Karoon released in the year 2018 starring Akash Chopra, Tahira Kochchar. The song Duaa was sung by Akash Chopra. This movie/album was directed by Amrit Sagar. The music was given by Akash Chopra. The lyrics were Penned by Zaheer Anwar

Duaa Lyrics

Zindhgi Ki Raaho Mein Saath Hum Agar Chale
Kyun Meri Nazar Mein Hai Iss Khadar Ye Faasle
Dil Jo Phool Tha Sholo Mein Dala Ha
Jalti Hai Jahaan Dua
Saath Jo Tu Nahi Zinghgi Ka Kya Kare
Jisme Tu Hai Nahi Us Khushi Ka Kya Kare
Waqt Ki Nigaah Mein Yaadon Ki Nishaan Hai
Dil Ki Har Zameen Pe Vaadon Ke Nishaan Hai

Dil Jo Phool Tha Sholo Mein Dala Ha
Jalti Hai Jahaan Dua Jalti Hai Jahaan Dua Ha
Saath Jo Tu Nahi Zinghgi Ka Kya Kare
Jisme Tu Hai Nahi Us Khushi Ka Kya Kare
O Rabba Mere Jaan Lauta De
O Rabba Main Kaha Tere Aage
O Rabba Mera Dard Bula De
Ya Rabba Mera Yaar Mila De
Ya Rabba Mera Yaar Mila De

Zindhgi Ki Raaho Mein Saath Hum Agar Chale
Chahta Hai Yeh Dil Mera Ki Phool Phir Wahi Khile
Saath Jo Tu Nahi Zinghgi Ka Kya Kare
Jism Tu Hai Nahi Us Khushi Ka Kya Kare
O Rabba Mere Jaan Lauta De
O Rabba Main Kaha Tere Aage
O Rabba Mera Dard Bula De
Ya Rabba Mera Yaar Mila De
O Rabba O Rabba
O Rabba O Rabba

Share your thoughts

Akash chopra, Khulla sand song rabba main kya karoon, \rabba main kya karoon\, Dua lyrical | rabba main kya karoon | arshad warsi, Rabba main kya karoon, Akash chopra | songs factory, \rabba main kya karoon movie songs\, Priyanka chopra, Rabba main kya karu trailer, Rabba main kya karoon movie songs, Dua song rabba main kya karu, \rabba main kya karu songs\, Dua rabba main kya karoon song, Rabba main kya karoon movie, Rabba mein kya karu arshad warsi