Do Zulmi Naina Maar Gaye Song Lyrics from the movie/album Aai Bahar released in the year 2018. The song Do Zulmi Naina Maar Gaye was sung by S D Batish

Do Zulmi Naina Maar Gaye Lyrics

Do Zulmi Naina Maar Gaye
Do Zulmi Naina Maar Gaye
Vo Jeet Gaye Ham Haar Gaye
Main Kaa Karu
Kuchh Vo Darein Duniyaa Se
Kuchh Main Daru
Kuchh Vo Darein Duniyaa Se
Kuchh Main Daru
Zakhmi Dil Le Kar Jaaun Kahaa
Koi Bole
Zakhmi Dil Le Kar Jaaun Kahaa
Koi Bole
Yaa Hamein Bana Le Apna Yaa Mera Ho Le
Yaa Hamein Bana Le Apna Yaa Mera Ho Le
Jug Jug Vo Jiyen Jag Mein Aur Main Maru
Kuchh Vo Darein Duniya Se
Kuchh Main Daru
Do Zulmi Naina Maar Gaye
Vo Jeet Gaye Ham Haar Gaye
Main Kaa Karu

Ik Rog Niraala Ham Ne Paala
Kayaa Karun Bata De Koi Sunne Waala
Ik Rog Niraala Ham Ne Paala
Kayaa Karun Bata De Koi Sunne Waala
Ro Ro Pukaare Dil Naino Ne Maara
Ro Ro Pukaare Dil Naino Ne Maara
Sukh Mein Kate Din Mere Hai Koi Pyaara
Sukh Mein Kate Din Mere Hai Koi Pyaara
Ug Jug Vo Jiyen Jag Mein Aur Main Maru
Kuchh Vo Darein Duniya Se
Kuchh Main Daru
Do Zulmi Naina Maar Gaye
Vo Jeet Gaye Ham Haar Gaye
Main Kaa Karu

Share your thoughts

Do zulmi naina maar gai, Aai bahar, Aayi bahar (1946), S.d. batish, Zafar ashraf, Batish, Lala10164 s d batish, More raja ji phir yaad tum aaaye, Ye tv ka karishma hai, Ye tv ka karishma hai qawwali, Khamosh nigahen yeh sunati hai, Jaikishan, Shareef parwaz, Manna, Shareef parwaz gazal, Shareef parwaz qawwal, Krish, Shammi, Nargis, Naushad, Shankar, Meena kumari, Rajesh khanna, Pandit amarnath, Indian full films, Hindi classical songs hd, Arif, Asha, Khanna