Do Bichhde Hue Dil Song Lyrics from the movie/album Shair released in the year 2016 starring Dev Anand, Suraiya. The song Do Bichhde Hue Dil was sung by G. M. Durrani, Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Chawla. The music was given by Ghulam Mohammad. The lyrics were Penned by Shakeel Badayuni. The music rights for song purely belongs to Saregama

Do Bichhde Hue Dil Lyrics

Do Bichhde Huye
Do Bichhde Huye Dil,
Aapas Mein Gaye Mil
Do Bichhde Huye Dil,
Aapas Mein Gaye Mil
Armaanon Ki Nagri Mein
Huaa Aaj Saweraa
Do Bichhde Huye
Lo Tumse Mile Ham,
Sab Dil Ke Mite Gham
Lo Tumse Mile Ham,
Sab Dil Ke Mite Gham
Khush Hoke Muhabbat Ne
Kiya Dil Mein Baseraa
Lo Tumse Mile

Kam Ho Naa Ghadi Bhar Ke Liye,
Ghadi Bhar Ke Liye
Apni Muhabbat,apni Muhabbat
Kam Ho Naa Ghadi Bhar Ke Liye,
Ghadi Bhar Ke Liye
Apni Muhabbat,apni Muhabbat
Tum Aaye Jo
Tum Aaye Jo Aankhon Mein To
Chamki Meri Qismat
Tum Aaye Jo Aankhon Mein To
Chamki Meri Qismat
Qismat Ke Chamakte Hi
Huaa Door Andheraa
Do Bichhde Huye
Do Bichhde Huye Dil,
Aapas Mein Gaye Mil
Do Bichhde Huye Dil,
Aapas Mein Gaye Mil
Armaanon Ki Nagri Mein
Huaa Aaj Saweraa
Do Bichhde Huye

Ham Pyaar Ki Manzil Se Kabhi,
Manzil Se Kabhi
Door Na Honge,door Na Honge
Ham Pyaar Ki Manzil Se Kabhi,
Manzil Se Kabhi
Door Na Honge,door Na Honge
Armaan Bhare
Armaan Bhare Dil,
Kabhi Majboor Na Honge
Armaan Bhare Dil,
Kabhi Majboor Na Honge
Aabaad Rahe Apni
Tamannaon Ka Dera
Aabaad Rahe Apni
Tamannaon Ka Dera
Do Bichhde Huye
Do Bichhde Huye Dil,
Aapas Mein Gaye Mil
Do Bichhde Huye Dil,
Aapas Mein Gaye Mil
Armaanon Ki Nagri Mein
Huaa Aaj Saweraa
Do Bichhde Huye.

Share your thoughts

Do bichde hue dil aapas mein gaye mil | lata mangeshkar, Lata mangeshkar, Ghulam mohammad, Suraiya, Ghulam mustafa durrani, Best of ghulam mohammad, Dev anand, G. m. durrani dev anand, Lata mangeshkar songs, Shair, Do bichhade huye dil, Best of lata and g m durrani, Lata mangeshka, Dev anand suraiya love story, Mangeshkar, G. m. durrani, Best of ghulam mohammed, Lata mangeshkar ke gane, Durrani, Lata mangeshkar ganpati aarti, G m durrani, Gm durrani