Diwali Ki Raat Piya Ghar Song Lyrics from the movie/album Kanchan released in the year 2015 starring Jairaj, Suraiya. The song Diwali Ki Raat Piya Ghar was sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya). This movie/album was directed by Brij Sharma. The music was given by Bhagatram Batish, Husnlal Batish. The lyrics were Penned by Rajendra Krishan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Diwali Ki Raat Piya Ghar Lyrics

Diwali Ki Raat Piya Ghar
Aanewale Hain
Sajan Ghar Aanewale Hain
Balam Ghar Aanewale Hain
Diwali Ki Raat Piya Ghar
Aanewale Hain
Sajan Ghar Aanewale Hain
Balam Ghar Aanewale Hain

Jhum Jhum Kar Diye Ki Bati
Mere Dil Ko Kare Ishara
Jhum Jhum Kar Diye Ki Bati
Mere Dil Ko Kare Ishara
Jan Gayi Mai Aane Wala
Hai Tera Sajan Pyara
Jan Gayi Mai Aane Wala
Hai Tera Sajan Pyara
Diwali Ki Raat Piya Ghar
Aanewale Hain
Sajan Ghar Aanewale Hain
Balam Ghar Aanewale Hain

Jeen Galiyo Se Aaye Balmva
Un Galiyo Mein Nain Bichhau
Jeen Galiyo Se Aaye Balmva
Un Galiyo Mein Nain Bichhau
Kadam Kadam Par Aashao
Ke Dip Jalati Jau
Kadam Kadam Par Aashao
Ke Dip Jalati Jau
Diwali Ki Raat Piya Ghar
Aanewale Hain
Sajan Ghar Aanewale Hain
Balam Ghar Aanewale Hain

Aaj Raat Aankho Aankho Me
Kah Dungi Sab Dil Ki Bate
Aaj Raat Aankho Aankho Me
Kah Dungi Sab Dil Ki Bate
Roz Roz Kab Aati Hai Ye
Madhur Milan Ki Raate
Roz Roz Kab Aati Hai Ye
Madhur Milan Ki Raate

Diwali Ki Raat Piya Ghar
Aanewale Hain
Sajan Ghar Aanewale Hain
Balam Ghar Aanewale Hain
Diwali Ki Raat Piya Ghar
Aanewale Hain
Sajan Ghar Aanewale Hain
Balam Ghar Aanewale Hain.

Share your thoughts

No Keywords