Dilawaalo Kyaa Dekh Rahe Ho In Raahon Men Song Lyrics from the movie/album Haseen Lamhe (Ghulam Ali) released in the year 2018. The song Dilawaalo Kyaa Dekh Rahe Ho In Raahon Men was sung by Ghulam Ali. The lyrics were Penned by Razi Tirmazi

Dilawaalo Kyaa Dekh Rahe Ho In Raahon Men Lyrics

??dil Waalo Kya Dekh Rahe Ho
In Raaho Me
In Raaho Me
Dil Waalo Kya Dekh Rahe Ho
In Raaho Me
In Raaho Me
Hadde Nazar Tak Ye Viraani
Saath Chalegi
Saath Chalegi
Dil Waalo Kya Dekh Rahe Ho
In Raaho Me
In Raaho Me
Dil Waalo
O Dilawaalo

Sannate Phir Samaa Ke Aansu
Chaat Rahe Hain
Sannate Phir Samaa Ke Aansu
Chaat Rahe Hain
Chaat Rahe Hai
Ye Basti Jo Ujad Gai Hai
Ab Na Basegi
Ab Na Basegi
Dil Waalo Kya Dekh Rahe Ho
In Raaho Me
In Raaho Me
Dil Waalo
O Dilawaalo

Ghar Ke Andar Saare Jangal
Ka Sannaata
Ghar Ke Andar Saare Jangal
Ka Sannaata
Sannaata
Shaam Hui To Is Jangal Me
Hawa Chalegi
Hawa Chalegi
Dil Waalo Kya Dekh Rahe Ho
In Raaho Me
In Raaho Me
Dil Waalo
O Dilawaalo

Jinke Haatho Dil Ki Ye
Tauhin Hui Hai
Jinke Haatho Dil Ki Ye
Tauhin Hui Hai
Tauhin Hui Hai
Unke Liye Bhi Ye Duniya
Aisi Na Rahegi
Aisi Na Rahegi
Dil Waalo Kya Dekh Rahe Ho
In Raaho Me
In Raaho Me
Dil Waalo
O Dilawaalo

Razi Miyaa Tum Shaam Se Kaise
Chup Baithe Ho
Razi Miyaan Tum Shaam Se Kaise
Chup Baithe Ho
Chup Baithe Ho
Kuch To Bolo Aisi Chup Se
Baat Badhegi
Baat Badhegi
Dil Waalo Kya Dekh Rahe Ho
In Raaho Me
In Raaho Me
Hadde Nazar Tak Ye Viraani
Saath Chalegi
Saath Chalegi
Dil Waalo Kya Dekh Rahe Ho
In Raaho Me
In Raaho Me
Dil Waalo
O Dilawaalo

Share your thoughts

Ghulam ali khan, Ghulam ali songs, Ghulam ali, Ghulam ali ghazals best collection, Ghulam ali ghazals, Dilwalo kya dekh rahe ho in rahon mein, Ghazal songs, Ghazals collection, Old ghazals collection, Ghazals, Ghazal hits, Old ghazals, Old hindi song, Ghazals pakistani