Dil To Razaamand Hai, Bhatak Gai Kis Raah Na Jaanun Song Lyrics from the movie/album Mai Baap released in the year 2018 starring Balraj Sahni, Shyama. The song Dil To Razaamand Hai, Bhatak Gai Kis Raah Na Jaanun was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by M Sadiq. The music was given by O P Nayyar. The lyrics were Penned by Anjaan

Dil To Razaamand Hai, Bhatak Gai Kis Raah Na Jaanun Lyrics

Dil To Razamand Hai
Phir Bhi Zaba Band Hai
Dil To Razamand Hai
Phir Bhi Zaba Band Hai
Kaise Kahu Mujhko Mera Baalma Pasand Hai
Dil To Razamand Hai
Phir Bhi Zaba Band Hai
Kaise Kahu Mujhko Mera Baalma Pasand Hai
Dil To Razamand Hai

Dil Chup Rah Gaya
Haule Haule Dol Ke
Bhed Sara Khol Diya
Ankhiyo Ne Bol Ke
Dil Chup Rah Gaya
Haule Haule Dol Ke
Bhed Sara Khol Diya
Ankhiyo Ne Bol Ke
Na Jane Kaun Ghadi Piya Tose Aankh Ladi
Badi Mushkil Padi Ho
Na Jane Kaun Ghadi Piya Tose Aankh Ladi
Badi Mushkil Padi Ho
Dil To Razamand Hai
Phir Bhi Zaba Band Hai
Kaise Kahu Mujhko Mera Baalma Pasand Hai
Dil To Razamand Hai

Aaj Najar Kahin Aisi Fisli
Daud Gayi Nas Nas Me Bijli
Aaj Najar Kahin Aisi Fisli
Daud Gayi Nas Nas Me Bijli
Najaro Ke Teer Laage
Naye Armaan Jaage
Ab Kahin Ji Na Laage Ho
Najaro Ke Teer Laage
Naye Armaan Jaage
Ab Kahin Ji Na Laage Ho
Dil To Razamand Hai
Phir Bhi Zaba Band Hai
Kaise Kahu Mujhko Mera Baalma Pasand Hai
Dil To Razamand Hai
Phir Bhi Zaba Band Hai
Kaise Kahu Mujhko Mera Baalma Pasand Hai
Dil To Razamand Hai

Share your thoughts

Bhatak gai kis raah na jaanun (from ''mai baap''), O. p. nayyar asha bhosle classic hindi soundtracks, Vol. 53 dil to razaamand hai, Jaikishan, Shankar, Mangeshkar, Mai baap (1957), Main chup rahungi (1961), Main nashe mein hoon (1959), Kishore, Mahendra, Mahal (1949), Lata, Asha, Suman, Burman, Khanna, Amitabh, Rare hindi, Film, Hindi, Mukesh, Rajesh, Ajayuv, Kl saigal, Mohd, Rafi, Sd, Songs, The, 1970s