Dil Leke Bhaga Daga Deke Bhaga Song Lyrics from the movie/album Nadiya Ke Par released in the year 2018 starring Dilip Kumar, Kamini Kaushal. The song Dil Leke Bhaga Daga Deke Bhaga was sung by Lalita Deulkar. This movie/album was directed by Kishore Sahu. The music was given by Chitalkar Ramchandra

Dil Leke Bhaga Daga Deke Bhaga Lyrics

Dil Le Ke Bhaga
Daga De Ke Bhaga
Kaise Bedardi Se Dil Mera Laga
Dil Le Ke Bhaga
Daga De Ke Bhaga
Kaise Bedardi Se Dil Mera Laga

Chori Chori Dil Ko Churaya Mai Jani Na
Chori Chori Dil Ko Churaya Mai Jani Na
Mithi Mithi Baato Me Jiya Bhamaya Mai Jani Na
Mithi Mithi Baato Me Jiya Bhamaya Mai Jani Na
Bate Banai Aankhe Milai
Bhole Bhole Fasaye Liyo Jaye Hay Hay
Bhole Bhole Fasaye Liyo Jaye
Lalchaye Tarsaye Hay Hay Jani Na
Kaliyo Ka Ras Le Ke Bhanvara Ye Bhaga
Kaise Bedardi Se Dil Mera Laga
Dil Le Ke Bhaga
Daga De Ke Bhaga
Kaise Bedardi Se Dil Mera Laga

Lakh Kaha Dil Ne Ho Fir Bhi Mai Mani Na
Lakh Kaha Dil Ne Ho Fir Bhi Mai Mani Na
Kah Se Bhi Dil Na Lagana Mai Mani Na
Kah Se Bhi Dil Na Lagana Mai Mani Na
Aisi Jawani Andhi Diwani
Thokar Pe Thokar Lagaye Chali Jaye Hay Re
Thokar Pe Thokar Lagaye Chali Jaye
Tadpaye Jiya Jaye Hay Hay Jani Na
Aankhe Chura Ke Vo Apne Se Bhaga
Kaise Bedardi Se Dil Mera Laga
Dil Le Ke Bhaga
Daga De Ke Bhaga
Kaise Bedardi Se Dil Mera Laga

Pahali Najar Me Hui Mai Diwani
Pahali Najar Me Hui Mai Diwani
Lad Gaye Naina Ho Gai Ye Nadani
Lad Gaye Naina Ho Gai Ye Nadani
Ab To In Aankho Se Bahata Hai Pani
Papi Mera Jiyra Piya Ko Bulaye Hay Hay
Papi Mera Jiyra Piya Ko Bulaye
Pachataye Ghabraye Hay Hay Jani Na
Aisi Musibat Me Chhodke Bhaga
Kaise Bedardi Se Dil Mera Laga
Dil Le Ke Bhaga
Daga De Ke Bhaga
Kaise Bedardi Se Dil Mera Laga

Share your thoughts

Lalita deulkar, Chitalkar, Music director: c ramchandra, Nadiya ke paar, C. ramchandra, Nadiya, Dil leke bhaga daga deke bhaga, Lalita deolkar, Lalita dewoolkar chitalkar ramchandra classic hindi soundtracks, Vol. 59 dil leke bhaga (from ''nadiya ke paar''), Bhaaga, Nadiya ke paar 1948, Kathwa ke naiya nadiya ke paar, Lalita, More raja ho le chal nadiya ke paar, Ramchandra, Deulakar, More raja o nadiya ke paar, Nadiya ke par 1948, Nadiya ke paar 1949