Meri Jaan Hai
Meri Jaan Hai
Dil Jaanta Hai Ye Maanta Hai
Aisa Haseen Na Koi Bana Hai
Tu Jo Mila Hai Kuch To Hua Hai
Saanson Mein Jaise Shaamil Hua Hai
Woh Hi Meri Rehnuma Hai
Woh Hi Lafzon Ki Zubaan Hai
Mujhmein Mera Kuch Kahaan Hai
Tumse Hi Har Dastaan Hai
Mere Dil Ka Jo Sukoon Hai Itmenaan Hai
Meri Jaan Hai
Woh Meri Jaan Hai
Meri Jaan Hai
Woh Meri Jaan Hai
Dil Jaanta Hai Ye Maanta Hai
Aisa Haseen Na Koi Bana Hai
Saari Zindagi Tujhe
Pyaar Karta Rahun
Teri Muskurahaton Pe
Main Toh Marta Rahun
Har Dua Mein Hi
Tera Zikr Karti Rahun
Khud Se Bhi Main
Zyada Teri Fikr Karti Rahun
Arsh Se Farsh Pe Hai Aayi
Meri Aankhon Ka Noor Laayi
Rab Ne Tujhse Hi Milaya
Teri Khaatir Mujhe Banaaya
Jisse Meri Ab Jahaan Mein Pehchaan Hai
Meri Jaan Hai
Woh Meri Jaan Hai
Meri Jaan Hai
Woh Meri Jaan Hai
Dil Jaanta Hai Ye Maanta Hai
Aisa Haseen Na Koi Bana Hai
Tu Jo Mila Hai Kuch To Hua Hai
Saanson Mein Jaise Shaamil Hua Hai
Woh Hi Meri Rehnuma Hai
Woh Hi Lafzon Ki Zubaan Hai
Mujhmein Mera Kuch Kahaan Hai
Tumse Hi Har Dastaan Hai
Mere Dil Ka Jo Sukoon Hai Itmenaan Hai
Meri Jaan Hai
Woh Meri Jaan Hai
Meri Jaan Hai
Woh Meri Jaan Hai
Meri Jaan Hai
Woh Meri Jaan Hai
Meri Jaan Hai
Woh Meri Jaan Hai
Dil Jaanta Hai Song Lyrics released in the year 2025. The song Dil Jaanta Hai was sung by Kumar Sanu, Akriti Kakar. The music was given by Raja Ali. The lyrics were Penned by Raghib Irshad. The music rights for song purely belongs to The Kumar Sanu Official
Share your thoughts